hotaks444
New member
- Joined
- Nov 15, 2016
- Messages
- 54,521
Update - 298
Ab tak aapne padha ki aazaad ke ghar me.....sumi aur richa mil kar ye sach batati hai ki saalon pahle aarti ke ghar sach me hua kya tha...usi me naam aata hai samar ka....
Samar matlab pramod.....jo batata hai ki aarti ke ghar se aarti ki beti ko usi ne uthaya tha.....wo ladki hi parul hai.....
Is sab ke beech...ek aawaaz ne sabko chounka diya.......
Ab Aage.........
Aawaz aate hi sabhi ne chounk kar apni najren aawaz ki taraf ghuma di...
Saamne akash khada tha.....jise dekh kar kisi ko koi khas hairani nhi hui.....par madan ko gussa jaroor aa gaya.....
Madan(ghoor kar)- ohh..to tere rahte ye mumkin nhi....haa....tu rokega mujhe....tu...
Akash(muskura kar)- bilkul....koi shaq....
Madan- accha....to tu bachayga us renu ko...haa....
Akash(ghoor kar)- theek samjha.....
Madan(gusse se)- oye....ab jara aoukaat par aa ja....ye naatak band kar....
Akash- natak....kaisa natak....
Madan- dekh...mera muh mat khulwa....(samrat se)- ye samrat....samjha ise.....
Akash- samrat...ye samjhayga mujhe...haa...par ye to bata ki samjhana kya hai....
Madan(samrat se)- dekh samrat....ise chup kara le warna....
Samrat(beech me)- are ruk to....(akash se)- are beta....tu chup ho ja na....
Akash(gusse se)- abe saale....main beta sirf apne baap ka hu...tera to baap hu baap...samjha....
Samrat(joor se)- akash....ab tu badtameeji kar raha hai....chup ho ja....
Akash- abe saale....apne baap ko chup karayga...teri to main...
Samrat(gusse se)- kya kaha....teri itni himmat....dekh...meri khamoshi ko meri kamjori mat samjhna....agar maine muh khol diya na....
Akash(beech me)- to...to kya be...haa...tu abhi chup rah..usi me bhalai hai.....is kameene madan ki taraf na bol...warna ye to merega hi...tu bhi sath me marega....
Madan- bas....ab bahut ho gaya....ab seedhe se chup ho ja...warna mujhe majbooran apna muh kholna padega....
Akash- abe muh mat kholna...tera muh kholte hi gandhe naale ki badbu aati hai....hahaha......
Madan(full gusse se)- saale...teri itni himmat....tu kya apne aapko sach me akash samjhne laga...saale bahrupiye....
Samrat- madan...chup raho...
Madan- abe tu chup rah...ab to main sach bol kar hi rahuga....suno sab...ye jo saamne khada hai...ye akash nhi....balki ek bahrupiya hai...bahrupiya...
Madan ki baat sun kar kuch log hairani se akash ko dekhne lage.....jinhe arvind ke baare me pata nhi tha....
Samrat(joor se)- ye tu kya bak raha hai madan...ye...ye aksh hi hai....tu kuch bhi...
Madan(beech me)- abe chup...ye koi akash nhi...ye akash ki sakl me ek bahrupiya hai...jo apne aapko akash bata kar aazaad ki doulat par kabja karna chahta hai....ha aazaad...ye akash nhi...samjha...
Aazaad- ye tu kya bak raha hai...haa...
Madan- bak nhi raha...sach bol raha hu....meri baat ka bharosha kar...ye akash nhi....balki....
Aazaad(beech me)- chup kar....tu aur bharosha.....ye sun kar hi hasi aati hai....
Madan- main sach bol....
Aazaad(beech me)- bola na chup....abhi mujhe is baare me kuch nhi sunna....abhi mujhe sirf ye janna hai ki teri biwi mera vansh kyo mitana chahti thi....kya wajah thi.....
Madan- wajah jaan kar tum kya karoge....tumhara vans to mitne hi wala hai....
Aazaad- accha...aur koun mitayga....tum...??
Madan- aisa hi samjh lo....
Aazaad(muskura kar)- chalo maan liya...par agar tumhe apne aap par itna bharosha hai...to mujhe wo wajah to bata do...kam se kam mujhe pata to rahega ki mera vansh kis wajah se mita hai...hai ki nhi....
Madan- kyo nhi...hum kabhi dost hua karte the...to us naate main tumhari itni iksha to puri kar hi sakta hu.....
Aazaad- to fir bakwas band karo aur mudde par aap....main bhi to sunu ki mera vans mitane ke piche koun si khas wajah hai.....
Madan- wajah to bilkul seedhi si hai...khoon ka badla khoon......
Aazaad(gusse se)- saaf-saaf bol....
Madan(has kar)- jagdev singh....ye naam yaad to hoga tujhe....hai na.....
Madan ki baat sun kar aazaad kuch nhi bola....bas use ghoorta raha.....
Madan- saayad yaaddast kamjor ho gai....koi baat nhi...main hi batata hu....yaad kar aazaad....jagdev ko yaad kar....
( Aage ki kahani as a Flashback )
[ FLASHBACK.......MADAN KI JUWANI......]
Aazaad ke gaon se 6 KM ek dusra gaon tha....waha ke sarpanch the jagdev singh.....urf jaggu bhai....
Jaggu ki family......
Sarla - jaggu ki biwi....
Salini- jaggu ki badi beti....
Sohni- jaggu ki chhoti beti......
Jagdev umar me to aazaad se bade the...par unki aazaad se acchi dosti thi....dono ka ek-dusre ke ghar aana-jana bhi tha.....
Ek baar sarpanch ke chunaav ke samay jagdev ne aazaad ko uski madad karne gaon me bulaya......
( Aazaad aur jagdev...jagdev ke ghar par)
Aazaad- jaggu bhai....kya baat hai....tumne itne urgent me kyo bulaya....aur ye tumhare maathe par paresaani ki lakeer....aakhir baat kya hai....
Jaggu- aazaad...sarpanchi ka chunaav sir par aa gaya hai...aur main chahta hu ki is baar bhi ye chunaav main jeet jaau....
Aazaad- to isme paresaani kaisi....tumne apni sarpanchi me gaon me kafi acche kaam kiye hai...aur yaha ke log bhi tumhe pasand karte hai....fir chinta kaisi...tum hi jeetoge.....
Jaggu- mujhe gaon walo ki chinta nhi....par apni 10 saal ki sarpanchi ke douraan maine sarkaar ke kafi paise hajam kiye hai...to usi ki chinta hai..
Aazaad- kya...kya ye paise beimaani se kamaaye....kya gaon walon ke paise kha liye....
Jaggu- nhi...nhi...gaon walo ka ek paisa nhi khaya....bas jo sarkaar ki yojnaaye thi...unme se khuch....
Aazaad(beech me)- par ye bhi beimaani hui na....
Jaggu- haa...janta hu...aur isliye mujhe chinta hai ki kahi naya sarpanch ye sab saamne na le aaye....aur ye baat saamne aa gai to gaon wale ye na samjh baithe ki maine unka paisa khaya.....
Aazaad- hmm...galti to ki hai tumne...par kaam bhi acche kiye hai....aur darte kyo ho....is gaon me koi aisa nhi jo tumhara bura karne ka soche...hai ki nhi...sab bahut mante hai tumhe...
Jaggu- wo sab to theek hai aazaad....par is baar mera ek purana sathi bhi mere khilaaf khada hai...aur wahi meri chinta ki wajah hai....wo mere raaj jaroor khol dega....
Aazaad- hmm...aur koun hai wo...
Jaggu- tejpratap....wo kabhi humara dost hua karta tha...par ab dushman ban kar saamne aa gaya...aur suna hai ki usne kuch gaon walo ko paise khila kar apni taraf bhi kar liya hai...to is baar mera jeetna to muskil hoga....aur wo jeeta to mujhe sabki najron me gira kar hi manega....
Aazaad- par kyo...kya koi dushmani hai...
Jaggu- dushmani wo manta hai...main nhi...
Aazaad- par kyo...
Jaggu- asal me kuch saal pahle ek jameeni bibaad me maine uske pita ke khilaaf faisla sunaya tha....tabhi se usne mujhe dushman maan liya...
Aazaad- ohh...ye baat hai....par ye naam to maine kabhi nhi suna...na hi kabhi tumhare sath dekha....fir ye aaya kaha se....
Jaggu- asal me tejpratap kuch saal pahle padhne ke liye sahar chala gaya tha...tab meri tumse mulaqat bhi nhi hui thi..hum sab jawaan hi ho rahe the tab....aur fir abhi aaya...aur aate hi mere khilaaf khada ho gaya....
Aazaad- ohh...aisa hai....tabhi main nhi janta....
Jaggu- hmm..aur isliye maine tumhe bulaya hai...mujhe pata hai ki tumhara dimaag bada tej chalta hai....to ab tum hi bolo ki mujhe kya karna chahiye....
Aazaad- are...itni tareef mat karo...main koi rajneeti ka dhuranddar nhi....lekin haa...ek dost hone ke naate apne dost ki madad karne ki puri kosis karuga...bharosha rakho...
Jaggu(khush ho kar)- are mujhe tum par pura bharosha hai...par jo bhi karna, jaldi karna....apne paas time kam hai.....
Main- theek hai...mujhe bas 2-3 din de do...theek...
Jaggu- jaisa tum kaho.....
Aazaad waha bol kar to nikal aaya...par use samhh nhi aa raha tha ki aage kare kya....
Aazaad ne kuch soch kar sabse pahle tej prataap aur uski family ke baare me pata karne ke liye apne aadmi laga diye.....
Use pata chala ki tejpratap ke pariwar me sirf 2 log hai...tejpratap...aur uska beta tej....
Tejpratap ki ek beti bhi hai...jiski sadi ho chuki hai...aur uski biwi 2 saal pahle hi gujar chuki hai....
Par sabse khas baat ye pata chali ki tejpratap ka beta tej....jaggu bhai ki badi beti salini par fida hai....wo use bahut chahta hai...par aaj tak usse baat nhi kar paya....
Asal me jaggu ki badi beti bahut sundar thi....aur sanskari bhi...isliye roj mandir jati thi....wahi tej ne use dekha tha aur dekhte hi usse pyaar kar baitha...aur fir wo roj use dekhne mandir jane laga...par aaj tak baat karne ki himmat nhi hui....
Aazaad ko jab ye pata chala to wo khus ho gaya...usne apne dimaag me ek plan bana liya....jisse jaggu ki samsya bhi sulajh jaygi aur .....jaggu aur tejpratap fir se sath ho jayge.....
Aazaad turant jaggu se mila...aur usne jaggu ko bola ki wo apni badi beti salini ke liye tejpratap ke bete ka rishta maage....
Jaggu(gusse se)- ye kya bol rahe ho tum...mana hum kabhi dost the...par aaj wo mera birodhi hai..mujhe dushman manta hai.......nhi ...ye nhi ho sakta...
Aazaad- jaggu bhai...maine khud pata kiya hai ki uska beta tej apni salini ko bahut chahta hai.....aur wo dikhne me bhi accha hai...aur paisa to tumse kai guna jyada hai uske paas...hai ki nhi...
Jaggu- par...
Aazaad(beech me)- ek baar thande dimmag se socho...agar ye rishta ho gaya...to fir sarpanch koi bhi bane...tum ya tejpratap....par tumhare kaarnaame gaonwalo ke saamne nhi aayge...kyoki tum aisa karoge nhi...aur tejpratap jeeta to wo apne samdhi ko badnaam nhi kar payga...samjhe ki nhi....
Jaggu- baat to theek hai...par meri beti hai wo....uski sadi...
Aazaad(beech me)- salini ke liye isse accha ladka aur ghar mil payga tumhe...haa...
Aazaad ne jaggu ko ghoor kar bola to jaggu ne naa me sir hila diya.....
Jaggu- chalo main tumhari baat maan bhi lu....par tejpratap...wo nhi manega...use apne paison ka bada ghamand hai....aur ye bhi mat bhulo ki wo mujhe dushman samjhta hai......
Aazaad- hmm...agar aisa hai tab to ek hi insaan use mana sakta hai....
Jaggu- koun......
Aazaad- tejpratap ka beta....tej...
Jaggu(hairani se)- kya...par wo kaise...wo kyo manayga apne baap ko...
Aazaad(muskura kar)- jaggu bhai...pyaar aisi cheej hai jo duniya ko jhuka de...ye to bas uska baap hai...ab tum dekhte jao bas....
Aazaad ye bol kar waha se nikal aaya...aur kuch din baad tej se mila.....
Tej se mil kar aazaad ne usse puri baat saaf-saaf kar li ...
Tej is rishte se bahut khush tha...uski to man ki muraad hi puri ho gai thi.....fir tej ne aazaad ko yakeen dilaya ki wo apne baap ko samjha lega aur jald se jald salini ka hath maagne aayga......
Aazaad ki baat sach hui....tej ne apne baap tejpratap ko mana liya aur use le kar jaggu ke ghar pahuch gaya....
Salini ko dekh kar tejpratap bhi apne bete ki pasand se khush hua aur fir saadi tay ho gai...
Sadi tay hote hi tejpratap ne jaggu ki khatir chunaav na ladne ka tay kiya aur jaggu ka sath de kar use sarpanch bana diya....
2 mahino baad tej aur salini ki sadi bhi ho gai...aur sab khushi-khushi jeeven gujarne lage.....
Par fir waqt ne karbat li aur un sabki jindagi me ek toofaan ne dastak de di....
[color=rgb(184,]Sadi ke 1 mahine baad hi sahar se aate waqt tej ka accident ho gaya....halaki use jyada chot nhi aai...par ek andhruni chot jaroor lag gai..jisse uska jiven barbaad ho gaya...[/color]
Asal me tej ke private part me chot lagi thi...jisse uski mardanigi par asar hua...doctor ne bola ki uski sex power kam ho jaygi aur saayad hi wo kabhi baap ban sakta hai....
Ye baat doctor ne sirf tej ko batai thi....par tej is baat ko salini se nhi chipa saka...uska dil nhi mana...aur usne salini ko sab sach bata diya...aur usse bola ki agar wo chahe to talaak le kar dusri sadi kar le....
Par salini ek acchi ladki thi...use tej se pyaar bhi ho gaya tha...aur tej ki saaf dili ne uska pyaar kai guna bada diya tha....
Salini ne tej ko samjha diya ki jo bhi ho...wo use chhod kar nhi jaygi....jaise bhi ho....wo tej ke sath hi jindagi gujaregi....
Par waqt ke sath aur jishm se majboor ho kar salini ka man bhi bhatakne laga tha...par wo bahki nhi...wo tej ke pyaar aur sammaan ki khatir kuch bhi galat nhi sochti thi....
Halaki tej ne bhi 1-2 baar usse bola ki agar chahe to kisi se chupke se sex kar le....main kuch nhi kahuga....aur mera pyaar bhi kam nhi hoga....par salini ne apna man nhi badla...aur waise hi jindgi bitane lagi....
Par kahte hai na...ki acchai aur buraai, galat aur sahi....in sab me sirf ek pal ka antar hota hai...ek pal hi insaan ko acche se bura bana sakta hai.....
Wahi pal salini ki jindagi me aaya....jab wo bina bataye apne maa-baap ke ghar aa gai....
Dophar ke waqt salini ki car jaggu ke ghar ke saamne ruki.....salini ne utar kar driver ko saam me aane ka kah kar bapis bhej diya...aur khushi-khushi maa se milne ke liye aage badi....
Par jaise hi hall me aai to noukrani use dekh kar ghabra gai....
Noukrani- bbb...bitiya....aaap....aap yaha...
Salini- haa...par aise kyo puch rahi hu...aur itni ghabra kyo rahi ho...koi bhoot hu kya...
Noukrani(feeki muskan)- nhi bitiya...wo..to...wo aap achanak aa gai....isliye....
Salini- hmm..maa kaha hai...
Noukrani- malkin...malkin to...wo...
Salini- kya wo-wo....seedhe se nhi bola jata kya....
Noukrani- wo..wo bahar gai hai.....
Salini- accha...to ye batane me itna kya sochna....chalo ab pani pilaogi ki nhi....
Noukrani- are...maafi bittiya....main abhi laai....
Nourani pani le aai aur salini ne pani pi kar use chai banane ka bol diya...
Noukrani sir jhukaaye chai banane nikal gai...par uska chehra dekh kar salini ko shaq hone laga......
Salini ko ye samjh nhi aaya ki aakhir noukrani ghabrai kyo.....
Salini ye soch hi rahi thi ki uski najar sofe ke paas pade juto par padi...jise salini ne gour se dekha to wo samjh gai ki ye jute pitaji (jaggu ) ke nhi......to fir ye kis ke hai...
Salini- kisi ke bhi ho...chhodo...
Aur ye bol kar salini uper jane ke liye seediyon par pahuchi hi thi ki piche se noukrani doudte huye aa gai....
Noukrani- bitiya.....aap uper kyo ja rahi hai...yahi baithiye...bas chai ban hi gai hai...
Salini- to kya...tum uper hi le aana....main bathroom ja rahi hu..apne room me....
Noukrani- bitiya....wo...wo mere pairon me dard hai to uper nhi chad sakti...aap yahi neeche ho aao na.....
Salini- tumhe takleef hai to tum chai yahi rakhna...main 2 min me aati hu...ok
Ye bol kar salini seediyon ki taraf chal di....aur noukrani sochne lagi ki salini ko uper jane se kaise roke....