- Joined
- Dec 5, 2013
- Messages
- 93,118
✦ UPDATE 201 ✦
Edhar ghar waale baaton mai lage hue the, udhar...
Devika - ek baat bata, jab tujhe kuch sahi se uthana ho nahi paa raha, tujhe kaise pata chala ki tabhi unka haath kaatna tha woh bhi waise?
Mohini - didi, etni bhi bachi nahi hoon. Jab galti kiya toh kiya, ab mai sahi kar sakti hoon toh kar rahi hoon na.
Devika - haa thik, par agar k nai woh sab attack nahi kiye toh unke piche tha kaun?
Nitika - yeh aakhir ho kya raha, sab jagah pe attacks pe attack ho rahe, samajh nahi aa raha kuch bhi.
Mai waha ka area dekh chuka, kuch samajh nahi aa raha mujhe bhi, par ek cheez samajh aayi — waha mujhe hell ke kuch traces mil rahe the.
Tabhi baaki log bahar gaye uss room se, Arav ke aate hi...
Mai - innhe kya hua be?
Arav - abhi hum baat kar le apne beech ki.
Mai - haa bol na, kya baat hai?
Arav - yaar apni dosti etni acchi thi, tu bata nahi sakta tha teri bhabhi ek CIA agent thi?
Mai thoda sambhalte hue - aisa kuch nahi tha, galti meri thi.
Arav - bus kar na yaar, usne mujhe bataya ki tab kya hua tha, aur mai pyaar mai kuch jada hi andha ho gaya, sach nahi dekh paya.
Mai - chal koi nahi yaar, hota hai pyaar mai aisa. Par mai tera yaar tha toh etna banata tha tere aur bhabhi ke liye.
Arav (hans ke) - tu saale etni jaldi maaf kar deta, lagta hi nahi kuch hua tha.
Mai - kyunki Arav, humare paas ladne ko bahut log hai abhi toh, tayyar rehna.
Arav - matlab kya?
Mai - yaar ek baar jab mai gayab hua aur woh sab hua, woh mera ansh tha jisne sab kiya. Abb woh bhi mar chuka hai aur mai tab hell mai tha bahut time ke liye. Aur mujhe aaj ke crime scene pe hell se kisi ke hone ka andaza laga.
Arav serious hua par hans ke - waha bhi koi ladki tere liye pagal toh nahi ho gayi kya?
Mai - oye, tu bhi na maa aur chachi jaise hi mazak kar raha. Ab koi aur nahi mere life mai, samjha samjha ke thak gaya hoon.
Arav - sorry sorry, chal ab karna kya hai yeh bata bus.
Mai - ab ek kaam karna hoga. Tujhe Janu ko dur rakhna bus, baaki ko mai rakh lunga. Kyunki agar hell se koi aayega toh woh bahut si negative powers saath laayega, jiske liye Janu khinchi chali jaayegi. Toh usko tu rokega — kaise, mat puchna. Tere pass bhi mere blood ki wajah se joh power aayi, uska use aane ka time aa gaya hai.
Tabhi gate pe Sikha aur baaki sab dikhi.
Jagpreet - sir toh kya ab yeh hume nahi bata sakte the? Hum bhi aapka saath denge na.
Nitika - haa sahi kaha, mujhe bhi aise sapne aate ki mai shayad mar jaati par tumhari wajah se bachi hoon. Joh nature ke khilaf tha, hume waha bacha ke tumne bahut kuch khud jhela, toh ab hum tumhare saath hai chahe jo condition ho.
Mai - abb tum log jaanti ho kaafi achhe se mai koi normal insaan nahi hoon, toh mere paas bahut log hai apne un kaamon ko karne ko. Abhi tum log is case pe focus karo, kyunki yaha keval abnormal cheeze nahi, bahut si normal cheeze bhi hain joh tum log pata karo.
Sab haan mai mundi hilate.
Uske baad waha aur kuch kaam hua, aur mai ghar aaya.
Waha sabhi the.
B chachi - lo aa gaya humare ghar me bheed lagwane wala.
Mujhe hansi aa gayi - acha toh mai toh bahar tha, bheed aapne lagwayi.
C chachi - teri saari behne aaj ek saath pata nahi kaunsi khichdi paka rahi hai.
Mai - joh meri chachiyaan aur maa pakka rahi.
Maa - ruk abhi!
Mai bhagta hua upar aa gaya sidhiyo se.
Tabhi saamne ke hall me mujhe bahut se log dikhe.
Abb intro kuch aur:
Rani Rajput (badi bua)
Sunil Rajput (fufa ji 1)
Raj - bada ladka
Vikas - chhota ladka
Nishita - badi ladki
Akshita - chhoti ladki
Kiran Rajput (chhoti bua)
Biswa Rajput (fufa ji 2)
Dipak - bada beta
Piyush - chhota beta
Anita - badi beti
Shivani - chhoti beti
Rakesh (mama, scientist)
Seela - mami
Sanju - beta
Chandani - ladki
Mamata (mausi ji)
Madan - mausa ji
Payal - ladki
Manav - ladka
Mai udhar gaya toh chok gaya.
Amit, Sumit, Rahul, Vikas, Raj, Piyush, Dipak, Sanju — yeh yaha kya kar rahe hai?
Sanju mujhe dekhte hi bhaagta hua aakar mere seene se lag gaya.
Sanju - bhai bhai bhai bhai!
Mai - arre haa haa haa, bhai kya hua?
Sanju - bade dino baad aapse mil kar kaisa lag raha hai kaise bataun!
Baaki bhi mere paas aa gaye.
Raj (mere kandhe par haath rakh ke) - aur chhote, kaisa hai?
Mai - badhiya bhai, aap sab yaha kaise?
Vikas - kyu bhaiya, aap toh aate nahi, hum hi aa gaye.
Dipak - etna sab kiya kaise tune?
Mai - kya bhaiya?
Dipak mere kaan pakad kar - apne bhai se mazak?
Mai - Sanju tu ruk zara...
Usse dur karke - sorry bhai, sorry!
Dipak - mera chhod, apni behno ko jawab kya dega woh soch, bahut ghussa hai sab ki sab.
Mai - didi log bhi yaha aayi hai kya?
Piche se...
Manav - haa sab aayi hai, fufa ji ne party rakhi hai yaha uss contract ki khushi me.
Acha, dad ka ek contract pass hua toh yeh log diwali me aaye nahi, toh ab bula liya — matlab ek festival khatam, inhonne khud ka festival bana liya.
Mai jakar unke gale lag gaya.
Mai - bhai aap bhi aa gaye!
Manav - etna pyaar, kya baat hai Samrat ji.
Woh shayad mai Payal didi aur unki family se jada hi attach ho gaya tha lagta hai.
Mai hat kar - kya bhai woh sab mat bolo, aur kuch nahi toh apne bhai se gale bhi na milu?
Mai - accha didi aur baaki sab kaha hai?
Manav - sab us samne wale room me hai, kiska room hai woh?
Mai - woh mera hi.
Darasal aapko bataya hi hoga, baaki rooms se mera room thoda jada bada tha, par waha etne log ek saath hai yeh sunkar hi paseena aa gaya tha — aur yeh bhi ki party me kaun kaun aayega.
Maine dheere se apna gate khola aur andar dekha ki tabhi piche se kisi ne mujhe dhakka diya, aur mai ladkhadata hua jakar bed par girne hi wala tha ki kisi ne mere seene par haath rakh kar rok liya.
Maine haath wale ko dekha - namaste didi!
Woh mujhe ghurti hui (Anita) - didi ke bacche, bahut udd raha hai haa? Girlfriend kya mil gayi, sabko bhool!