Incest DEV THE HIDDEN POWER - SexBaba
  • From this section you can read all the hindi sex stories in hindi font. These are collected from the various sources which make your cock rock hard in the night. All are having the collections of like maa beta, devar bhabhi, indian aunty, college girl. All these are the amazing chudai stories for you guys in these forum.

    If You are unable to access the site then try to access the site via VPN Try these are vpn App Click Here

Incest DEV THE HIDDEN POWER

hotaks

Administrator
Staff member
Joined
Dec 5, 2013
Messages
93,115




✦ STORY INTRO ✦

Yeh kahani sirf ek simple “hero vs villain” story nahi hai…

Yeh hai Dev ki kahani — jiske life me mohabbat bhi hai, majboori bhi…

Shaitani takatein bhi hain, aur bhagwan ki di hui rahasymayi shaktiyaan bhi.

Yaha pyaar sirf ishq nahi hai, balki ek kurbani bhi hai…

Yaha dushman sirf bahar wale nahi, balki apno ke dil me bhi chhupe hue hain…

Yaha har character ka apna sach hai, aur har sach ke peeche ek dard bhara past.

✅ Dev ka raaz bhara past, uska dil toota hua pyaar, aur woh shapit shaktiyan jo usse sabse alag banati hain.

✅ Pari ka tadapta hua pyaar, jo pyaar aur paap ki seema par khada hai…

✅ Mahakaal ki andheri duniya, uski chaalein aur woh Trimani Khanzar, jo kisi ki bhi kismat badal sakta hai…

✅ Bhai-chara, saazish, dhokha, dimaag ko hila dene wale twists, aur dil ko chhoo lene wale emotions.

Yeh sirf ladaai ki kahani nahi hai…

Yeh us aadmi ki kahani hai, jo sab kuch seh kar bhi muskurata hai…

Jo apne dil ke andhere kone se bhi pyaar kar baithta hai…

Aur jiska muqaddar uske apne haath me nahi… par phir bhi woh sabki kismat badal deta hai.

“Yeh kahani hai us Dev ki, jiske liye duniya ki sabse badi taakat uska parivar aur uski mohabbat hai…

Aur jiske dushman sirf bahar nahi, balki uske andar bhi hain…”


🔥 Tayyar ho jao…

Yeh sirf ek kahani nahi, balki ek jazba hai… ek raaz hai… ek junoon hai…

Aur sabse badi baat…

Yeh Dev ki kahani hai! 🌙🩸🗡️
 
UPDATE 1

Mausam mai thodi si nami thi saayad kal raat halki si barish padi thi par abb Time tha sooraj (sun) ka Ki woh apni roshani sai bata sake Ki aakhir subah ho chuki hai



Hazaro building ke piche ek aalishan saa ghar tha



Ess ghar mai naa kamro ki kami thi naa naa gaadi yoo Ki aur logo Ki puchiye mat kyuki yaha ek bhaut bada pariwar rehata hai

Essi ghar ke room mai jaha kuch ansuna andekha saa hoo raha tha

Aurat - are beta abb uth ja dekh 7 bej gaye hai tuh late ho jayega

Ladka angdayi leta hua - kaya hai kyu pareshan kar rahi ho apna kam karo

Aurat- school nahi jana kaya

Ladka -tujhe jada fikar karne ki jarurat nahi hai chali jaa yaha sai

Uss aurat ke akho mai aashu aa jate hai yeh sun kar

Use nai phir sai uss ladake ko hilaya toh use nai haath jatak diya

Aurat [rotte hu vaha sai chhali jaati hai ]

Kuch der baad Ladaka utth kar beth jata ha aur (man mai) yaar ye subah subah kaya

bakwaas laga rakha hai chal beta utth ja ab to nicche bhi mari jayegi phir vo uth kar fresh hota hai aur niche breakfast ke liye ja rha tha tabhi

Chhaaataak ek karara tappad usse pada

Ladaka picche mud kar teri ma ki ..... aur baaki ke sab muh mai hi rah jate hai

Ladki - tune mom ko kaya kha hai jaldi bata

Ladka - yar tum log picha ku nahi chhodate har time mere naak mai dum kar ke rakahte ho

Ladki -kaya kaha tunne hum sab tere dushman todi hai

Ladka - tum sab ek hi jese ho aur tum to kuch jada hi apne aap ko maharani samajhti ho ab jao yaha sai mera mood na kharab karo

Ladki. ---(ye bhi roote hue yaha sai nikal jati hai )



Phir woh ladaka jakar breakfast table par beth jata hai Sab (Family) dining table par ussi ko ghur rahe the

Ladaka- yaha koi mela laga hai kaya jo sab ke sab joker dekhnai bethe ho kahana khalo

Par koi kuch nahi bola

Woh ladaka uthata hua - chhodo mai hi chala jaata hu kahte raho aram sai

Woh apna bag leta hai aur waha sai apne school nikal jata hai ( Yeh koi aur

nhi hamre hero hai Dev Rajput hai ) Par sayad aaj eska ek aur kaharab din tha school ke gate par kuch ladke kadhe hai



Ladka1st - Dhekho be aa gaya fatu

Ladaka 2nd - abe ye fatu nahi darpok bhi hai

Tabhi ek ladki aati hai aur jor ka tapad use mar deti are dev ko nahi Ladaka 2nd ko

Esska naam hai komal

abb yeh kyu yaha hai aur kaya hai yeh khudh hi bata degi

Komal - tumhari himmat kaise hu ase baat karnne ki

Ladka 1st yaar chhod na komal kyu ess ke liye hume kyu pareshan kar rahi hai

Komal - aap jaante ho phir bhi tum chaloo dev Par dev komal ko andhekha kar ke

Muh niche kar ke waha sai sidha class mai chala Jata hai

Ladaka 1st - Sam

Ladaka 2nd - Rajeev

Sam - dekh dekh abhi bhi tujh sai bina bole chala gaya

Komal sam ko roak ke - bus bhaiya jaane bhi do

In class room



Dev - Are akash kaya haal hai

Akash - sab mast tu bata yaar

Dev - bus apna to tuh janata hi hai na

Aur dev ka shir nicche ho jata hai

Akash - yaar tu uss ke baare mai jada na socha kar

Dev - tuh thik kehata hai yaar ab teri baat maan kar to maine ghar par bhi drama shuru kar diya hai par yaar mujhe bahut bura lagata hai ase sab ko irritate ignore beizzat karna aur mom ko esse bolna to khuch jada hi bura lagata hai bhai

Akash- yaar ab kar bhi kaya sakate hai bus too yaar ghar sai nikal jaa

Dev - yaar ye too kaya kah rha hai bhai

Akash - sahi yaar agar unn logo ko ye pata chal gay to vo log to jite ji mar hia Jayenge

Dono ke aakho sai aashu nikal jate hai par madam ko aate dekh kar dono apna face rumal sai saaf karte hai

Madam - good morning baccho mera naam Meera hai aur mai aap ki english and class teacher bhi hoo too agar koi bhi help ki jarurat ho to mujhe bata dena only study related any doubt

Class - No mam

Meera - that's good to ye aap logo ka pahela din hai 10th standard mai too aap sab ko pata hi hoga ki ess saal aap logo ko board dena hai too bahut hardwork karna hoga

Class - yes mam

Meera - to thik hai apnni books nikalo ......ase hi 3 classes ke baad interval ho gaya

Sab Canteen mai janne lage



Akash - yaar aaj kaya order karu

Dev - yaar kuch spicy order kar bhai

Akash - ok

Sam- abe chutiye tu kab sai spicy kaah nai laga

Akash - Jab sai teri bhen Ess ke piche padi hai

Sam - jada mat bol nhi too

Dev - Sorry sam akash yaar tu jaa lekar aa

Sam - Abb ki na kaam ki baat aur tuh ab chup chhap ess fattu ke sath beth ja samajha

Akash - teri to.....

Dev usse pakad kar agge bad jata hai

Komal - Bhai app uss sai assa ku bolte ho..

Sam - isne tujhe naa kaha kaise jab tumhare sath ghumata tha tab to bada accha lagata tha ab kaya ho gaya

Komal - bhai app ko kuch doubt nhi ho rha jo ladka aap ke jaan dene to tyaar rahata tha aaj 1 mahine mai kya badal gya

Sam ke dimag kharab ho jata hai

Sam - Komal gusse ke vajah sai maine to ye socha hi nhi par kaya karu woh hamesha gussa dila ke chala jata hai

Komal - Bhai kuch to pata karna padega

Sam - Tum sahi kehati ho oye rajeev jara yaha aa

Rajeev (rv)- ji bhai

Sam - yaar tu jaa kar pata laga ye sale dono kaya khichadi paka rahe hai

Rv - kaya didi ki shaadi ho gayi aur hume bulaya bhi nahi ye to galat hai party to banati hai

Sam ( ghuse mai ) - abe yaar tujhe har time bakchodi sai fursat nhi hai yaar mai yaha serious baat kar rha hu aur

Rajiv - sorry bhai sorry sis

Komal - koi baat nahi bhai par jo bhai keh rahe hai uss kam ko kar doo please

Rajiv- bhai bhi bolti ho aur please bhi

Komal- sorry bhai aage sai essa nahi hoga

Rajiv- par tum dono uss mai etana interest kyu le rahe ho jab usse apani dosti ki kimat hi pata nahi hai
 
UPDATE 2

Komal - phele app pata to karlo aap ko khud pata laga jayega aur bhai morning ke liye sorry

Rajeev - koi baat nahi sis accha mai phir kaam pe lag jatta hu

Sam - mere kaam pe lagna ladkiya mat ghur ne lag jaana

Rajiv - tuh nhi shudhrega ga yaar kaas woh time phir aa jayeVapas

Sam - chal jada senti mat ho

Rajeev - shaam ko milte hai Phir

school khatam hone ke baad dev aur akash kisi ke ghar ke bahar

(Bell ring )



Dev - Namaste aunty

Aunty (Rekha akash ki Mom )- andar aao beta

Dev - are aunty uncle kaha hai

Rekha - kaya baat aate hi sidha uncle sai baat aunty ko bhul gaye

Dev - are nahi aunty woh kuch kaam thaa

Rekha - acha upper hai woh

Akash - chal yaar upper chal

Thodi der mai dono upper pahuch jaate hai

Dev - hello uncle namaste kaise ho aap

Uncle - bus badiya tum bolo Apna

Akash - abb woh sb chhodo ye batao kaya pata chala

Rakesh (akash ke papa) - beta khuch keh nahi sakte par US sai mera dost aa raha

hai woh tum logo ki madad kar sakata hai kyuki mujhe woh keh rha tha ki usne kuch to naya bannya hai

Dev - par unke research sai humara kaya fayda

Rakesh- abb ye to woh hi jaane mai dr ho buss dava de sakata hu aur baki sab upper wale ke haath mai hai (mahol jada garam hota dekh)

Dev - upper wale room mak koi aya hai kaya jaau kaya mil ke aau mai

Tino jor sai hasne lagte hai par un he ye nhi pata ki koi unki baate record kar raha hai

Shaam ka time tha do log resturant mai baaten kar rahe the ye koi aur nhi sam aur uski bhen komal thi



Sam- arre ye Rajeev ka bacha abhi tak aaya kyu nahi pata nahi kaha mar gaya

Komal - aa jayega be patience

Komal - acha bhai meri baat hui hai saloni didi sai woh keh rahi thi ki dev baare mai koi baat nahi karni aur kafi uadass lag rahi thi

Sam - ab kaya kiya uss nai

(1 hour before )

Tuhi mujhko bata de chahu mai yaha na

Hello Hello

Komal - kaya baat hai didi kis sai pyaar ho gaya bada romantic song laga rakha hai

Saloni - Tu apni ye bakwas band kar

Komal - Aree gussa kyu hoti ho acha dev kaha hai

Dev ki baat sun kar wo rone lagati hai

Komal - arre didi yeh kaya aap ro rahi

Saloni rooti rahi

Komal - please didi please aap chup ho jao

Saloni - Jab kisi ka bhai etna batmeez ho to koi roye ku naa bata

Komal - ab uss nai kaya kiya(saloni subah ki saari baat bata deti hai are sorry dosto woh jo dev ko subah jisani pita tha vo hi to thi humari saloni didi )

Komal - ye esse ho kaya gya didi

Saloni - patta nahi khuch samaj mai nhi aa raha hai

Komal- app aisa karoo abb shaam ko 5baje x*********restro mai aa jana kuch baat karni hai

Saloni - us behuda en saan ke baare mai kuch nhi sunana aur phone cut ho jata hai (aur ye sari baat komal sam ko bata deti hai )

Sam -ruk mai bulata hu unhe

Sam apne phone sai unko call karaa hai

Sam - hello didi

Saloni - are sam kaise ho ghar par sab thik hai

Sam - ha didi bus app ka ashirvaad hai mai keh rha tha aap jara komal ke bataye hue address mai aa jana kuch baat hai

Saloni- nahi mai nahi aaunga

Sam - ap ko dev ki kasam

Saloni - aye kaya pagal pan hai sam

Sam - please didi

Saloni - aacha chalo thik hai mai aati hu

Udhar Dev appne room mai khuch soch raha tha tabhi

Maa- arre beta khanna kah le dev khuch nahi bolata hai

Mom - beta meri galti to bata de

Dev - app bus chali jaoo yaha sai

Mom ko ajeeb lagata hai ki subah to Tuh aur abhi app

Mom - kaya kaha tune

Dev thoda gussa la kar

Dev - mai ye ghar chhod rha hu jis sai app ko koi pareshani naa ho

Ye baat sunn kar jaise ko bomb fut gaya ho wahi par dev ki mom chilla kar Dev........behosh ho jati hai dev ye dekh kar apni mom ke pass jata hai

Tab tak unka sir paas ke table sai takra gaya aur unnka khoon nikalne lagna woh apni mom ko uthane wala tha ki saloni aa gayi

Saloni - yeh kaya kiya kiya tune

Dev - di dekho na kaya ho gaya mom ko

saloni ko etna gussa aa gya ki usne pass aa kar use laat mar di

Aur tab tak sab jama ho gaye

Saloni - abb app log yaha khade mat raho papa aap doctor ko phone karo

INTRO TIME

DEV /DD(DE DEVIL) - APNA HERO KAAFI SENTI BANDA HAI BUS PYAAR KI BASHA SAMJHATA HAI PAR KISSI BHI CONDITION MAI APNE AAS PAAS KE LOGO KO KO DHUK NAHI PAHUCHANA CHAATA

SURAJ RAJPUT - DEV KE DAD

SAVITRI RAJPUT - DEV KI MOM

SALONI - DEV KI BADI BHEN

NEHA - DEV KI MIDDLE BHEN LEKEN DEV SAI CHHOTI

PARI - DEV KI SABSE CHOTI BHEN

RANI RAJPUT - DEV KI BADI BUA JI KIRAN RAJPUT - DEV KI 2ND BUA JI

DEEPA RAJPUT - DEV KI 3RD BUA

VISHAWAS RAJPUT- CHACHA 1

NAINA RAJPUT - CHACHI 1

SHIKHA - NAINA KI BADI BETI

KIRITI - MIDDLE BETI

SANJANA- SABSE CHHOTI

RAHUL - BADA BETA SIKHA SAI CHHOTA

AMIT- SABSE BADA BHAI PURE GHAR MAI

SURESH RAJPUT- CHACHA 2

REEMA RAJPUT - CHACHI 2

REEMA JI KI DO JUDWAAA BETIYA HAI

KASISH AUR RITU - JUDWAA

SUMIT - REEMA KA LADKA

DEVRAJ RAJPUT - DEV KE DADA

SUSHMITA RAJPUT - DEV KI DADI
 
UPDATE 3

Shaam ko



Sam - Arre kaha rah gaya tha yaar

Rajiv- yaar kuch baat patta chali hai par jada kuch samajh nahi aayi

komal- batao too sahi

Rajeev- batana kaya sunata hu maine sab record kar liya hai

Sam- ye to aur aacha kiya tunne

Komal - ruko saloni di aa rahi hi par yaar 5:30 baj gaye abhi tak nahi aayi

komal saloni ko call kar deti hai

Komal- hello di kaha ho hum yaha kab sai aap ka wait kar rahe hai

Saloni - are ye dev nai mom ko dhakka de diya sir par chot aayi hai khoon kaafi nikala gaya hai

Komal - kaya ye sab kaise ho gaya

Saloni - haaa par ab thik hai doctor nai checkup kar liya hai

Saloni -tum log kaya batane wale the batoo do abhi

Komal- Vasse hum aaa rahe hai aap ke pass wahi bata denge

Sam - kaya hua

Komal - chaloo dev ke ghar jaldi Lagata hai ye ladaka pagal ho gaya

Sam bike lekar dev ke ghar ki taraf nikal padata hai rajeev aur komal ko lekar

Dev house

Saloni -are komal tum aa gayi chaloo andar chaloo

Komal -aunty kaha hai

saloni-andar hai

sab log 2nd floor pai aa jatte hai savitri ke room mai

Komal - are aunty kaya hua ye sab kaise ho gaya aur dev kaha hai

Ess sawal ko sunnkar savitri ko dev ke ghar chhod kar janne ki baat yaaad aatti hai

Savitri -Dev dev saloni dev kaha hai

Saloni(gusse mai )- app usski chinta matt karo app ko dhakka Diya tha na usne esse phele too woh mar jata to thik hota

Savitri - saa........a....loni....

Aur ek thapad uss ke galo par jor sai mar deti hai

Komal -aunty ye galt hai galti kisi aur ki aur Aap maar kisi aur ko rahi ho

Savitri - arre beta Dev ko dudho woh ghar chhod ko janne ko kah rha tha aur ussne mujhe dhakka nahi diya woh to mai behosh ho gayi thi

Saloni - nhi de...vvv.....de....v nahi ja sakata

Woh bhhagati hui dev ke room mai jaati par waha toh koi nahi tha saloni kaa dil betha jaa raha ki ussnai ghus se mai apne bhai ko kaya bola aur laat mari

Woh phir apni mom ke room mai aati hai

Saloni - mom vo chala gaya mom voooo

Aur sab ke aakho mai assu aaa jaate hai.

Tabhi saloni ko khuch yaad aata hai

Saloni - komal vo baat kaya hai jo tum batane wali thi

Komal - Rajeev bhai vo recording sunao to sahi

Rajiv chalu kr ke - lo suno



Khuch dher baad

Sab sochne lagate hai ye scientist ka kaya chakkar hai

Savitri - sunno ji mujhe lagata hai mera beta kisi mussibat mai hai aap kuch karoo na

Suraj - tum chup ho jaoo mai dhekhata ho arre sam

Sam - ji

Suraj - beta chaloo jaldi akash ke ghar

Sam - ji uncle chaliye

Edhar Dev akash ke ghar ke bhar bell bajata hai to akash ki mom jase hi gate kholati hai samne dev khada tha par uss ki halat dhekh kar usse 440 volt ka jahtaka lagata hai

Dev pura khoon mai sanna hu tha aur usske god mai cute si ladki thi jo behosh thi

Akash - kon hai mom arr......rre ye sab kaya hua Dev aur ye richa di ko kaya hu

hai

Riccha - akash sister

Dev khuch nahi bolata hai buss andar ja kar riccha ko sofe par lita deta hai

aur jaise hi piche hota hai bus ettna hi kha pata hai meri mom ka dhyaaa..nnnnnn....

Aur behosh ho kar gir jata hai

Akash jaldi sai apne papa ko ambulance laane ko kehata hai kuch dher mai tino Dev thar riccha ko admit kar dete hai par abhi dev ki tabiyat sahi nhi thi aur dev ess time icu mai hai..

Aap soch rahe honge ki aakhir dev ko hua kaya hai.

To chalate hai Ek ghante piche jab doctor ghar aate hai usske mom ka ellaj karne to Dev ghar sai bahar aa kar khuch budbuda raha tha

Dev- uss chutiye ki vajah sai aaj Maine mom ke saath aisa kiyaa kahi kuch ho jata toh

Yahi sab sochte hue woh aage badh raha tha

Ek jagah par kuch dost apas mai baate kar rahe the

Vikky - kyu kar rahe ho bakchodi

Kyu kar rahe ho bakchodi

jab tumne kisi ki bhen nhai chodi

Sarre dost - wah bhai maja aa gaya

Vikky - abe deep tu bhi kuch sunna bhai

Deep - Raat ka tha wkhat tha

Raat kaa tha wkhat tha

Hum kar rahe de khhudai

Par nashe mai hum bhul gaye

Ki Padoss mai hi ho rahi hai chudai .

Ha Ha Ha Ha Ha aisi hi awazo sai woh jagah gunj rahi thi

Vikky - ab chup karo vo dhekho maal aa rha hai

Deep - Kya figure hai bhai ek baar mil jaye too.....

Vikky -millege millege par yaha sai to utho

Dono uss ladaki ke pass ja kar

Are oo jaaneman kaha ja rahi ho matak matak ke

Ladki - mud kar tum yaha bhi aa gaye

Deep - are bhai ye to apna hi college ka maal hai

Ladaki - aee mr tamiz sai baat kar

Deep - teri tamiz tu apnni ch...uuuuu.......Aaaaaaahhhhhhhh

Dev - sochana bhi mat

Vikky - Abe tere senior hai jada mat udd warana apne jaan khoo dega

Dev - mere pass khuch khone Ko nahi hai par tuh jarur khoye ga

Vikky- abe haram khoro tum kaya apnne baap ka wait kar rahe ho mar daloo esse aur uss chammak chhalo ko mere ghar le chalo

Maroo...... oo....o..............

Shor sun kar waha kaafi log ekhata ho jate hai

Dev piche hat kar ek lat deep ke muuh par marata hai aur vo picche gir jatta hai tabhi uss ladki ki awaj aati hai bhai....iiii.....

Dev piche mudd kar dekhata hai ek ladka ladki (Riccha ) ko khich nai ki kosis kar raha hai

Dev gusses mai aa kaar appne back pocket mai sai iron Punch nikal kar phenata hai aur uss ke sir par mar deta hai jo siddha uss ke sir mai guss jatta hai aur woh wahi bhagawan ko pyara ho jatta hai ye dhek kar sab ki faat jaati aur riccha too jase murti ban gayi

Par sare dost ghusse mai aakar uss par hamala kar

Etnne logo kaa ek sath hamala dev rok nahi paata ek laat uss ke peet mai padati hai aur uss ke muh sai khoon nikalne lagata hai
 
hey sahab

.... Revo kaise likhu :D

matlab revo ke sath guessing bhi hoti hai lekin yaha to sab pehle se pata hai to kya guess karu... :D

khair lead characters ne entry le li hai.... par inko pata nahi ki aage kya hone wala hai dev ke sath :D

Bahot dilchasp update sath hi kuch arthpoorn aur manmahok kirdaaro ki bhumika...

Khair let's see what happens next

Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
kuch nahi aise hi bada aacha saa lagata hai thread problem hote toh nahi karunga aage

200.gif
 
woh sab sahi batau mai basad mai site changing mai kaharab ho gaya woh sab abb naa hoga

apne typing anguthe ki kasam

200.gif


 
Haa log kehate hai ki naina ji nai sab likh diya hum nice likh ke cut lete hai aur cutting chai pitte hai

200.gif


 
har chiz ko sahi sai padhana aur usspar revo toh j sai sikho maine bhaut ghume bhi update diye par hamesha samjh gyi yeh baaki bhaut logo ko confuse hote dekha hai

200.gif
 
UPDATE 4

Riccha jor se chillati hai Use hairani bhi ho rahi thi ki ek laat mai kaise khoon aa gya

Tbhi ek rod dev ke jhaag par padati hai aur usski jaangh fat jati hai aur road par blood hi blood

Riccha ab Hosh mai aa gayi thi

Aur ek bada patthar utha kar deep ke sai sir par mar deti ye dhek kar vikky aag babula ho jatta hai aur

Vikky - ab too maregi ha ab tu gayi

Tabhi wha par ek car ruk jati hai usse mai khuch adami nikalte hai ek ke hath mai Talwar the to bakiyo ke hath guns aur bhi saaman the

Adami 1 - maalik aap jao hum dhek lenge

Vikky - ha aur ees ko maarne sai pahele es ladki ko mar denna

Adami 1 - ji

Aur vikky apne Dosto ke sath waha sai nikal jata hai

Adami 2- chal rani ab marne tayyar ho jaa

Adami 1 apni talwar sai ek waar karata hai riccha par aur tabhi ek jor daar chikh nikal jati hai

Hua ye tha ki jaise hi vo waar karata hai dev riccha ke samane Aa jata hai aur talwar uss ke pet mai guss jati hai aur ye dhek kar riccha behosh ho jati hai

Tabhi ek car aadmi 1 ko uda deti aur uske sare adami boss keh kar uss ke pass jate hai

Ye sab etni jaldi ho rha rha tha ki kisi ko kuch samaj mai nahi aa raha tha

aur dev mauke ke fayada utha kar riccha ko le kar woh side mai bhaag leta hai aur thodi dur pe jakar ek auto sai nikal jata hai par riccha ko uthane ki wajah sai uske pet par kafi dabaw pad rha tha aur blood nikal rha tha joh auto sai ho kar road par tapak rha tha

Auto wala- are bhai kaha fasa raha hai tuh mujhe

Dev apna puch wala haath aage karke kyu ki usko pata tha agar woh auto waale sai madad ko bolega woh jaroor bahane marega aur etna time tha nahi

Dev - jitna bola utana kar warana

Auto wala - dar ke thik hai

Dev (man mai)- ye bhagawan bus ese sahi salamat ghar le jau uss ke bad mar bhi jaau to koi baat nahi

Ye mere sath kaya ho raha hai ek sath etnai saari musibat

Aur dev nai auto ko akash ke ghar sai thoda side mai jatara taaki usko pata naa chele kaha gaya dev uske baad agar woh kisi ko kuch bata bhi de aur usko paise dekar akash ke ghar ki taraf gaya

Flash back end

Udhar Dev house

Komal- didi uncle ko call karo naa kitni dher ho gayi hai

Savitri - ha beti call kar mera bhi dil ghabara rha hai

Saloni- loo dad ka phone aa gaya ha dad khuch pata chala

Suraj - ha beta dev ekdum thik hai tum log khana kah loo mai kaal aaunga

Saloni - kal ku dad

Suraj - woh beta abhi mujhe kam sai delhi jana pad rha hai to dev ko bhi sath le ja raha hu

Saloni - (chauk ke ) dev aap ke sath ja raha hai .

Suraj - ha beta thoda kaam hai baad mai baat karata hu

aur phone cut jata hai

Saloni - ( has kar ) mom dev papa ke sath delhi ja rha

Komal aur savitri ek sath - sach mai

Saloni - haaa sacch mom chalo komal hum dinner ready karte hai tab tak mom aap aaram karo

Savitri - beta bahut aaram kar liya ab toda kaam kar lu

Komal /saloni - bilkul bhi nahi

Komal - aap tab tak tv dekho

Savitri - thik hai thik hai jao aur remote mujhe de do.

Usske baad savitri tv dekhdhekheag jati hai aur ye dono maharani kahana banate hue bate kar rahi hai

Saloni - are komal to bata rahi thi ki tujhe koi ladaka pasand aya hai to kab kar rahi hai propose.

Komal - (ronne jaisa muh bana kar ) usne mana kar diya

Saloni - kon hai woh ullo ka patha jisne meri pari jasi bhen ko mana kar diya

Tabhi picche sai awaaj aati hai

Pari to mai hu aap kis ki baat kar rahi ho

Komal - what a surprise pari aur neha tum dono yaha

Pari - ha aaj hi mama ghar sai aaye to hame unke sath aa gaye 1 month ho jaye bhaiya ko dekhe bina kaha hai wo

kaya unhe hamari yaad nhi aati aur unhone call karana bhi band kr diya aur humara call bhi nahi uthate hai ab mai kabhi mama ke ghar nahi jaungi

Neha - mai bhi nahi jaungi

Komal - arre ab tere dev bhai badal gaye hai

Neha - aap chup ho jaaiye apko kaya Pata hamare bhai kaya hai humare bhai apni bheno ke liye jan bhi de sakate hai

Saloni - dene ka to pata nhi le jarur sakata hai

Pari/neha - (chilla kar )didi

Neha - aap log chup chaap bata do kaha hai bhai

Komal - dad ke sath DELHI gye hai kal ayenge tere bhai

{Saloni ghur ke komal ko dekhati hai }

Pari - chhalo thik hai Unka room to eahi hai yaa phir badal diya

Saloni - nhi wahi hai ku abhi to woh yaha nhi hai phir kaya karana hai

Neha - aap ko to pata hai na hum dono ko unn ke bed par need aati hai ok aap log dinner bana lo jab ho jaye tab bula lena

Saloni - haa maharani log bhaut bade kaam karke aayi hai naa

Neha - jalati hai didi hum dono sai

Saloni aakhe uchi karke - mai kyu jali tum dono sai haa

Pari - kyu ki bhai aap sai jada hum dono ko manate hai ess liye

Saloni - woh mujh sai jada darata hai samajh jaa

Pari - haa tabhi toh bola aap dara ti rehana taaki hume jada focus mile aapko naho

Saloni has ke - youu........

Woh dono aur komal bhi hasane lag jati hai

Saloni - chalo aab jao tum log fresh ho jao

Vo dono challi jati hai aur komal apne hi khayalo mai gumm ho gayi

Komal - (dhir sai ) kitne lucky hai dono ki unke sath sone ka mokka milata hai

Saloni - kyaa kaha tumne

Komal - kuch nahi didi

Saloni - (man mai sochate hai ) ye dev ko etna respect sai kyu baat kar rahi hai.

Komal - hello hello di di kaha kho gayi.

Saloni - kuch nahi waise kaya naam hai uss kaa

Komal ke to pasine aa jaate hai

Saloni- bata na

Komal - woh ...... woh.....

Saloni - bol jaldi tujhe meri kasam

Komal - di ye emotion blackmail hai

Saloni - di bhi kehati hai aur etani si baat bhi nahi batati hai jaldi bata

Komal- dddd.......ee......

Tabhi savitri tezz sai saloniiiiiiiii

Saloni/komal bhaag kar unke paas jati hai

Saloni - kaya hua mom

Savitri - beta tu appne dad aur dev ko bula jadi mera man ghabra raha hai

Saloni - are mom ek din ki to baaat hai

Savitri - komal beta tu phone utha mera mai khud kar deti hu

Komal phone uthane hi waali thi ki pari ki awwaj atti hai bh...aaa.......iiiiiiiiii...

Saloni - aaj ghar mai sab pagal ho gaye hai uss ke liye ab ess ko kaya hua Sab dev ke room mai jaate hai vha dono roo rahi thi

Savitri - kaya hua beta

Neha - mom mom woh bhai

Komal - arre kucch bata bhi do

Pari ek Video chala kar unhe de deti

Hai Tino video dekhe nai lagati hai par jase talwar dev to lagati hai tino chilla chilla kar roone lagi haa ye dev ki fight wali video thi jo kisi nai net par viral kar di thi ghar ke baki logo sham ko hi kisi party mai gaye the .............

Jo ab vapas aa kar bell baja rahe the .....deti
 
Back
Top