hotaks444
New member
- Joined
- Nov 15, 2016
- Messages
- 54,521
Update - 308
[ FLASHBACK CONTINUE......BY - SAMAR]
Manda ki baaten sun kar aazaad ka sir ghoomne laga....uska dil samrat ko galat maanne ko taiyaar nhi tha...par dimaag kah raha tha ki manda ki baaton ki sacchai pata karni chahiye......
Kafi der tak sochne ke baad aazaad ne manda ko ghoor kar dekha.....
Aazaad- kya tumhe aisa lagta hai ki sukmani ko.... samrat ne mara hai.....
Manda- mujhe ye to nhi pata....bas itna jaroor kah sakti hu ki unki mout ki wajah samrat hi hai.....
Aazaad- hmmm...tum yahi ruko...main aata hu....
Fir akash manda ko cabin me chhod kar bahar aa gaya aur apne aadmiyon ko samrat ke baare me pata karne bhej diya....
Fir use sahar wali baat yaad aai to usne raaj ko phon kiya....kyoki use pata tha ki aaj raaj sahar jane wala hai.....
Aazaad ne raaj ko sab bata kar us aourat ka pata karne ka bol diya....fir wo bapis manda ke paas pahuch gaya....
Aazaad(manda se)- ek baat batao....tum ab tak kaha thi.....tabhi kyo nhi aai jab sukmani ki mout hui....
Manda- main to tabhi aana chahti thi....par kya batau saab...main ek choti si noukrani hu....mujhe dar tha ki agar samrat ko mere iraadon ka pata chal gaya to wo mujhe maar dega....isliye main chup rahi....
Fir pichle hafte hi maine apni jagah dusri noukrani ko kaam par lagaya aur apne mayke chali gai...waha se main raj saab se milne gai thi...par usi waqt waha samrat aa dhamka...to main dar kar bhaag gai....
Fir mujhe yaad aaya ki malkin ki behan is gaon me hai...aur malkin ne bataya tha ki aapke pariwar ka rutwa bahut hai yaha...to main aspse milne aa gai.....
Aazaad- hmmm...theek hai....tumhe darne ki jaroorat nhi..yaha tum surakshit rahogi.....
Yaha kuch der baad hi aazaad ke aadmi samrat ka pata laga kar bapis aa gaye....unki baaten sun kar aazaad ko yakeen ho gaya ki manda ne sab sach bola tha.....
Samrat ki sacchai sunte hi aazaad gusse me aa gaya aur turant police ko call kiya....aur unse sukmani ke case ki dowara jaanch karne ki baat boli.....
Aur fir aazaad kuch aadmiyon ke sath samrat ke paas pahuch gaya....
Aazaad pure gusse me tha....par samrat ki kismat acchi thi....kyoki jab aazaad samrat ke ghar pahucha to samrat waha nhi tha.......
Yaha sahar pahuch kar raaj bhi apne aadmiyon ke sath poochh-taanch karte huye us aourat ke paas pahuch gaya...jiska jikr manda ne kiya tha.....us aourat ka naam najma tha....
Jab raj ne najma se sukmani aur samrat ke baare me pucha to najma saaf mukar gai.....
Par raj nhi mana....usne najma ko dhamkaya to najma ne sach bol diya....
Aur sach ye tha ki najma samrat ki biwi thi...un dono ki sadi...samrat-sukmani ki sadi ke pahle hi ho chuki thi....
Usne ye bhi bataya ki samrat ne sirf jayjaad ki khatir sukmani se sadi ki thi...taki uske hisse ki jayjaad samrat ko mil jaaye......
Najma ki baat sun kar raj ne gusse me najma ko ek thappad maara aur waha se nikal kar aazaad ko call kiya....
Raj- aazaad...tu sahi tha....yaha jo aourat hai wo samrat ki pahli biwi hai...aur sukmani ko ye pata chal chuka tha....wo samrat ka picha karte huye yaha aai thi aur samrat ko rage hatho pakda tha....wo sale samrat ne sirf humari jaayjaad ke liye sukmani se sadi ki thi.....ab main sale ko jinda nhi chhoduga...aaj hi maruga saale ko...aaj hi....
Aazaad- nhi raaj....gusse me koi bewakoofi mat karna.....tujhe meri kasam....samjha....
Raaj- tu use bachana chahta hai....
Aazaad- nhi ...par main nhi chahta ki tu gusse me kuch aisa kar de ki teri jindgi kharab ho jaaye....tu abhi ghar ja...aur khabardaar jo samrat se baat bhi ki to...theek hai....
Raaj- theek hai ..tu bhi ghar aaja.....
Aazaad- ha bilkul...tu pahuch...main aata hu fir....
Yaha aaazad ne raj ko shant kar diya...par wahi najma ne phon kar ke sab kuch samrat ko bata diya....
Najma ki baat sun kar samrat ki gaand fat gai...use samjh nhi aa raha tha ki ab kya karu....
Use pata tha ki is maamle me aazaad bhi raaj ka sath dega...aur un dono ka saamna karne ki uski aoukaat nhi....bas isi tention me samrat daaru pine laga....
Daru peete huye samrat ne kuch socha aur raj se milne uske gaon nikal gaya....
Jab samrat raj ke ghar pahucha to raaj ghar par nhi tha.....aur raj ki biwi apne bacche ke sath chhat par thahal rahi thi....
Samrat( chhat par pahuch kar)- namsate bhabhi ji..
Rati- are jamaai babu....aap...aaiye-aaiye....
Samrat(paas aa kar)- kya ho raha tha bhabhi....aur raj kaha hai...
Rati(muskura kar)- bas bacche ko ghuma rahi thi....wo light nhi hai na to kamre me garmi lag rahi thi...aur aapke dost to sahar gaye hai....aate hi hoge....waise kya piyege....chai ya sharbat....
Samrat- aap chai hi banwa lo....
Rati ne nokrani ko chai ka bol diya aur wo samrat ke sath ghar-pariwar ki baaten karte huye tahalne lagi......
Thodi der baad jab raaj ghar pahucha to use pata chala ki samrat aaya hua hai....
Ye sun kar hi raj ka khoon khoul utha aur wo gusse se tamtamata hua chhat par pahucha....aur raj ko gusse me dekh kar samrat ki gaand fat gai....
Raj(gusse se)- kameene ...teri itni himmat ki tune mere ghar me kadam rakha....aaj tu gaya....main tujhe jinda nhi chhoduga....
Rati(ghabra kar)- ye aap kya bol rahe hai...aap jamai babu ko...
Raj(beech me)- rati...tum beech me mat bolo....tum nhi janti is kameene ko....isme hum sabko dhokha diya hai....main ise jinda nhi chhoduga ...
Samrat ghabra kar rati ke piche aa gaya...
Samrat(ghabraya hua)- raaj...meri..meri baat to sun...dekho...jo hua...wo ek galti thi....wo maine jaan kar nhi kiya....sach me...
Raaj- chup...ye natak band kar....main janta hu ki tune sirf doulat ki khatir sukmani se sadi ki thi....aur jab use teri asliyat pata chali to tune use maar dala....
Samrat- nhi...maine use nhi mara....wo khud mar gai....maine use samjhane ki kosis ki thi....
Raj- kya samjhane ki...yahi ki teri ek aur biwi hai....wo chupchap rahe....aise hi narak me jalti rahe...haa.....
Samrat- nhi raj...maine usse bola tha ki ye meri galti hai..mujhe maaf kar do...par wo to....
Raaj(chilla kar)- chup saale....agar aazaad me mujhe kasam na di hoti to main teri jaan le leta.......par tention mat le...aazaad aata hi hoga....
Samrat ne jaise hi aazaad ka naam suna to wo ghabra gaya.....wo janta tha ki aazaad ko samjhana aasaan kaam nhi...isliye wo sabse pahle yaha se nikalne ki sochne laga.....
Samrat- wo jab aayga so aayga....abhi tum meri baat suno...mujhe sukmani ke hisse ki jaayjaad de do...lo...ye rahe papers...in par sighn karo to main niklu....
Raj(gusse se)- sighn....abe aaj to tere khoon se sighn honge....
Raaj gusse me aage bada to samrat ne rati ko piche se pakad kar uske sir par gun taan di......ye dekhte hi raj ke pair tham gaye.....aur rati to bechari ghabrahat me rone hi lagi.....
Raj- samrat....ye kya.....tu itna gir gaya ki....nhi....use chhod do....
Samrat- abe chup.....mujhe kya bewakoof samjha hai jo main yaha marne aauga....main jo chahta hu wo hasil karna bhi janta hu.....ab tu chupchap sighn kar aur apni biwi-bacche ko bacha le....nhi to dono gaye samjh....
Raj(daant pees kar)- samrat....tu jinda nhi bachega...nhi bachega.....
Samrat(has kar)- main bachuga....aur jaroor bachuga....ek baar tu sighn to kar....fir dekhta hu ki koun mera ghanta ukhaadta hai ...tu ya aazaad.....sighn kar....
Raj ne mouke ki najakat samjh kar sighn karna hi sahi samjha.....aur sighn kar ke papers samrat ko de diye....
Raaj- ab inhe chhod do....
Samrat(kameeni muskaan)- main kya pagal hu jo inhe chhod du.....are inhe chhod diya to tere gaon se meri laash hi bapis jaygi....
Raaj(joor se)- samrat....
Samrat- nhi...ghabra mat...main inhe kuch nhi karuga.....bas mujhe yaha se jane de....main sahar ja kar inhe chhod duga....aur phon kar ke bata duga ki ye kaha hai...theek hai....
Raaj(aage badh kar)- nhi samrat...dekh...mere pariwar ko beech me mat la....dekh....tujhe jo chahiye tha mil gaya.....ab inhe chhod de...plzz...
Samrat- nhi raj.....ruk ja....dekh....main inhe nhi chhod sakta.....nhi to main mar jauga.....ab tujhe tera pariwar tabhi milega...jab main is ilaake se nikal jauga....theek hai.....
Samrat aur raj ki bahas chal hi rahi thi ki neeche ek car ruki......jise dekhne ke liye samrat rati ko le kar chhat ke kinaare par pahuch gaya.....
Usne neeche dekha to pata chala ki wo aazaad ki car thi.....jise dekhte hi samrat ghabra gaya....
Samrat- aazaad......sala jaldi aaaaaaa...
Samrat neeche dekh raha tha to rati ne hoshiyari dikha kar bhagne ki kosis ki...par samrat ne use pakad kar piche kheech liya....
Par samrat ne use itna teji se kheech ki wo chhat ke kinaare bani patti se takraai aur bacche ko god me liye 2 manjil se neeche gir gai...
Dono maa-bete sir ke bal gire....neeche cheep lagi hui thi to girte hi dono swarg sidhaar gaye......
Yaha rati ko girta dekh kar raj ki jaan nikal gai aur wo bhaag kar patti ke paas gaya aur jaise hi usne dekha ki uski biwi aur beta khoon se lathpath dale huye gai...
To wo gusse me samrat par jhapta....par samrat pahle se taiyaar tha...use pata tha ki aazaad uper hi aa raha hai....wo ghabra gaya....
Aur ghabdahat me usne raj ko goli maar di aur papers le kar chhat se koond gaya....aur waha se lagdate huye apni car le kar bhaag gaya....
Aazaad ne jab chhat par kadam rakha to use samrat koondte huye dikh gaya aur raj apna seena dawaye jameen par gira hua tha......
Aazaad ne bhaag kar raj ko sambhala....
Aazaad- ye ..ye kisne....samrat....
Raj- aaa...hhaaa.....chhodna mat use....mera...bbcchh...aah...
Aur raj ne aakhiri sabd bol kar apni saanse chhod di.....
Aazaad ki baahon me uske dost ne dam tod diya.....
Wahi goli ki aawaz sun gaon ke log neeche jama ho gaye the.....waha rati aur uske bacche ki laash padi hui thi.....
Ye bhayanak nazara dekh kar aazaad ki aankho me gusse se angaare dahakne lage....
Usne neeche aa kar police ko bulaya aur fir apne aadmiyon ko samrat ke ghar pahuchne ka bol diya.....
Yaha samrat jab ghar pahucha to usne turant apne kuch aadmiyon ko haweli ke bahar tainaat kiya aur andar aa kar sab baccho ko le kar baahar jane laga....
Tabhi haweli ke baahar 2 cars ruki aur unme se 10-12 hathyaarband log nikal aaye....
Unhone samrat ke aadmiyon ki dhulaai kar ke unhe bhaga diya aur samrat ko rok liya....
Ye aazaad ke aadmi the...jinhe aazaad ne phon kiya tha...kyoki raj ka gaon door tha....jab tak aazaad aata tab tak samrat nikal jata....isliye usne apne gaon se aadmi bhej diye....
Samrat apne teeno baccho ke sath un aadmiyon se ghira hua baitha tha....
Thodi der baad aazaad aaya aur aate hi usne samrat ki dhulaai karna suru kar diya....
Aazaad ne samrat ko maar-maar kar adhmara kar diya...ki tabhi police aa gai....par aazaad ne unko bhi rok diya aur gun nikaal kar samrat ke sir par taan di....
Samrat- mmm...maaf kar do...
Aazaad(chilla kar)- haaatttt.....tune mere dost ka pariwar mitaya hai na...ab tu bhi ja...wahi maafi maag lena.....
Par isse pahle aazaad goli chalata...uski nazron ke saambe samrat ke masoom bacche aa gaye...jo sukmani ke bhi bacche the.....
Aazaad kafi der tak unko dekhta raha...aur unki masoom aankho me apne pita ke liye tadap dekh kar usne gun neeche kar li....
Aazaad(joor se)- samrat.....aaj tere baccho ke liye tujhe chhod raha hu....par main tujhe kabhi maaf nhi karuga...kabhi nhi.....
Aur aazad samrat ko ek laat maar kar piche ho gaya.......
Fir police samrat ko apne sath le kar nikal gai...aur aazaad ne samrat ke noukron ko bacchon ka khyaal rakhne bol diya...aur waha se raj ke ghar nikal gaya.....
Aazaad ne raj ke pariwar ka antim sanskar kar diya...samrat ko jail ho gai aur raj ki puri property rukmani ke naam ho gai....
Aazaad bhi samrat ke baccho ki khatir uski property ko bhool gaya...jo uske paas girwi padi thi....
Halaki saare papers aazaad ke paas the...fir bhi usne kabhi bhi samrat ki property ka socha tak nhi...
Rukmani ko bhi aazaad ne sach nhi bataya...na hi samrat ke baare me aur na uske bhai-bhabhi ke baare me....
Usne rukmani se bol diya ki raj ka accident ho gaya....aur samrat sahar me hai...
Aazaad ka rutwa bahut tha....isliye usne gaon walo ko bhi chup rahne ko bol diya...aur rukmani ko kabhi sacchai pata nhi chali...
Ye sach bas madan aur ali ko pata tha...par unhe bhi puri baat pata nhi thi....
Fir waqt ke sath sab theek ho gaya...samrat ne apne aadmiyon ko bol kar sab baccho ko apni pahli biwi najma ke paas bhej diya tha....samrat ki kheti aur mahal ki kamaai se baccho ki parwaris hone lagi.....
Aazaad bhi ali aur madan ka sath pa kar apne dost ka dukh bhoolne laga....
Par samrat jail me har din badle ki aag me jalne laga.....usne apne baccho ko ek jhoothi kahani suna kar unke man me aazaad ke liye nafrat bhar di....
Aur aise hi 3 saal nikal gaye...aur ek din khabar aai ki samrat jail me mar gaya hai....ye khabar jhoothi thi....
Samrat ne paise khila kar kisi aur ko marwaya aur khud bhaag gaya.....aur fir apne baccho ke sath aazaad ko mitane ka plan suru kar diya.......
===
Present me......
Samar- iske baad ka to tum jante hi ho....
Main(num aankho se)- sirf doulat ke liye ...itni masoom jane gai....haa....
Samar- mujhe maaf kar do beta....main sab jaan kar bhi....main mafi ke layak bhi nhi...fir bhi...ho sake to mujhe maaf kar dena.....
Main(aankhe saaf kar ke)- nhi uncle...isme aapki nhi...aapke pita ki galti thi...aur use saza mil chuki hai.....to aap...
Samar(beech me)- nhi beta....galti maine bhi ki hai....bahut badi galti....
Main(hairani se)- kya...koun si galti....apne pita ka sath dene ki galti na....
Samar(na me sir hila kar)- nhi...ye galti maine ki thi....isme kisi aur ka koi hath nhi....na hi mere papa ka..na pariwar ka......aur na hi mere kisi sathi ka....
Main(ghoor kar)- aisa kya kiya aapne....bataiye....
Samar- wo...wo main bata nhi sakta....wo...aaahhh...aaahh...ahhh..
Achanak samar ko dard uthne laga aur uski haalat kharab hone lagi....
Maine turant nurse ko aawaz di to bhag kar doctor ko lene nikal gai...
Isi beech samar ne apne gale me pada locket nikaal liya aur meri taraf kar diya....
Main- ye...ye kya hai uncle....
Samar- aaa ....tumha...tumhare....aahhhh...tumhare sawalo ke...aahh...jawaab....aahhhhhh....
Achanak samar cheekh pada....wo dard se tadap raha tha....tabhi doctor andar aa gaye aur mujhe bahar jane ko bol diya...
Main samar ke hath se locket le kar bahar nikal aaya aur doctor samar ko sambhalne lage ....