Incest DEV THE HIDDEN POWER - Page 10 - SexBaba
  • From this section you can read all the hindi sex stories in hindi font. These are collected from the various sources which make your cock rock hard in the night. All are having the collections of like maa beta, devar bhabhi, indian aunty, college girl. All these are the amazing chudai stories for you guys in these forum.

    If You are unable to access the site then try to access the site via VPN Try these are vpn App Click Here

Incest DEV THE HIDDEN POWER

Ye DD/Dev bechara GF ke bojh ka maara, inhe chahiye saari GF se chutkara. Ek sambhalti nahi ki doosri aa jaati hai. Matbal 6-7 to already line mein hai baaki aur bhi aane waali hongi. Ye talwaar ke saath bhoot ka kya chakkar hai. Iska matbal, mama ke injection ke saath saath aur bhi shaktiyaan mili hai guruji se. Ye saala to chakrvue sa bana dala hai iss ne. Sahi khel gaya hai ye bhai.
 
Aur isi ke saath DD ki ho gayi KLPD. Sahi scene chal raha tha ki phone baja aur kaand ho gaya. Ab ek aur line mein lagne waali hai. Ab saala RAW cheif ko apni beti ko bachane ke liye private detective chahiye, ye kuch alag level ki bakchodi nahi ho rahi hai. Par kya hinkar sakte hai jab ne soch hi rakha hai to. Dekhte hai ki agle update mein kya basad machne waali hai.
 
HAA BC YAHA EK LOYAL DUDH NAHI PAA RAHE ESSKO TOH SAARI HI MILE JAA RAHI KAYA KARE BHAI RAJA LOG HAI WOH HUM LOG KAHA LAG PAAYENGE UNNHE 6-7 kaya 10-15 kaa bahaar seh lenge

Haa guru dev nai kon si shikha di hai samajh nahi aa raha

bhai mere ko kaahe lapet rahe sab chakarawihu kisi aur laa hai

 
UPDATE 32

Agani - todi dher mai mom nai niche bulaya hai

Mai- acha tuh apni mami sai baat kar mai fresh ho kar aata hu

Khuch dheer baad hum sub nicche aa gaye

Arav - arre bhabhi kab tak ayega yeh

Wo khuch bolane wali thi bell baji unhone gate khola Alok andar aa gaya

Alok arav gale mil gaye - etne din baad aya saale kha tha

Arav - bus busy tha yaar

Alok - chal phele kahna khaate hue baat karete hai

Khanna khaate Hue

Alok - yaa ye kon hai

Arav - ek agent hai ye soch le mera partner kam bhai

Alok - badi jadi etni ghari dosti ho gayi

Mai- agar dil saaf ho to koi bhi seconds mai apka ho sakata hai

Alok - kaafi accha sochate ho

Agani - mama kiske hai

Alok - ab ye mama kaha sai aa gaye

Agani meri god ma aa kar beth gayi - yhi to haj mere mama

Alok - arre wah bhai meri gudiya ko mama mil gaye

Mai usse apne haato sai khilane laga

Pratibha ke akho mai asshu aa gaye

Mai - kaya hua didi aap roo kyu rahi ho

Pratibha - ye to khushi ke aashu hai mujhe ek bhai jo mila hai

Mai - ek baat yaad rahakana

Pratibha - kaya

Mai - mera jis sai rista jud jata hai na mai usse bhulata hu na bhulane deta hu

Alok - aare bhai hum kab kah rahe hai ki bhulo

Sab nai khanna khaya usske baad

Arav - chal bhai jara kaam ki baat ho jaye

Alok - 15 min mai aata huu tum log garden mai betho

Hum- thik hai

Hum garden mai aa gaye

Andar

Alok - pratibha ye sab kaya hai

Paratibha - kaya hua

Alok - kisi bhi anjaan sai esse rishata nai jodana chahiye

Agani- papa wo bahut acche hai

Alok - beta arav tak thik hai par aase kisi sai nahi apna banna chaahiye

Pratibha - par woh

Alok baat katete hue - mai samajhta hu par ye thik nahi hai

Paratibha - thik hai jaisa aap kahe

Phir wo hamare pass aaya

Arav - chal ab bata baat kaya hai

Alok - bhai dekh unki beti kidnap hue hai aur kisi ke rihayi ki maang ki hai

Arav - unhe dusre logo ki kyaa jarurat hai

Alok - unnhe sak hai ki koi unka hi agent ess mai mila hai

Mai - accha to ye fanda hai

Alok - par ye kaafi khatarnak hai koi bhi essmai interested nahi hai par tum logo etni jadi yaha aa gaye

Arav - esska matalab hum head sai mil sakete hai

Alok - ha par yaar tum dono uss kam ko nahi kar paaoge badi badi agency nai haath khade kar diye hai

Arav - buss ek baar unnsai baat to kare agar unhe thik laga toh dekhenge

Alok - acha to chalo abhi

Arav - ha kahi koi aur naa le jaaye ye case

Mai - par yeh kaise jante hai unhe

Arav - yeh yaha ka commissioner hai

Mai - oh toh ye baat hai

Alok - ab chale

Arav - haa chalo

Phir hum masoom ko wahi chhod kar wha sai nikal gaye karib aadhe ghante baad hum ek building ke bhar khade the

Phir alok hume lekar andar gaye

Wha par kaafi log computer par beth kar kaam kar rahe the phir unnhone ek gate khola thumb print or eye scanner sai

Andar to aisa laga jaise koi

army training centre hai

Alok - ye hai raw ka khufiya centre aise bhaut saare hai but ye main

Professional place hai

Arav - kaafi accha hai

Alok - tuh mera dost aur private agency kaa head na hota to ye tuh kabhi sapne bhi nahi dhekh pata

Arav meri taraf dekh kar - tujhe kaya pata maine kay dekha hai aaj

Alok - kaya

Mai- kuch nahi bus kah raha ye kaafi achi hai

Phir wo humme ek room mai le gaya

Jaha par ek middle aged aadami kada tha

Mohan sir - raw head

Alok nai unke pir chhue

Mohan - arre alok tum aa gaye aur ye dono kon hai

Alok - ye mera dost hai arav aur ye dd

Mohan - accha wo haryana wala private agency wala

Arav - app jante hai

Alok - enn ke pass sab ki jankari rehati hai

Mohan - een logo ko kyu laye ho

Alok - sir aapko pata hai na

Mohan - tum jante ho na ki yeh meri beti ki zindagi ka sawal hai mai kisi chhoti agency ke agent ke haath mai ye nahi de sakata

Arav toda chid gaya - apke agent mere ess agent ke saamne khuch nahi hai

Mohan - accha etna ghamand hai

Arav - ghamand nahi confidence hai ess par

Mai bus muskura raha tha sala mujhe aage karke dekho jaise uchal raha hai

Mohan - etna confidence accha nahi jo tutenai ke baad dhukh ho

Arav - toh ho jaye ek mukabala aap ke best agent aur mere dd mai

Mohan - hum challenge ko kabhi na nahi kahate

Alok - aap log to ladayi par aa gaye

Mai- rahene do ab ye hum dono ki izzat ka sawal hai

Alok man mai - acha kiya joh ennko apni family sai dur rakhane kaa socha pagal hai yeh aur arav ki bhi satak gayi hai

Mohan - chaloo dhekhete hai kitna dum hai

Tabhi sab kuch ruk gaya

Ek awaj - ye tum kya karne jaa rahe ho

Mai - kon ho tum

Awaj - abhi esska time nhi hai

Mai - toh phir tum aaye kyu

Awaj - tum apni ek nayi pehchan banani hogi

Mai - maltab

Awaj - jitna ho sake kam logo ko pata chalana chaiye ki tum kon ho ye tumhare liye accha hai

Mai- toh kaya karu

Awaj - bus tum joh bhi nakab chate ho usse yaad karo wo tumhare face par aa jayega

Mai- par tum ho kon

Par uss sai phele hi sab normal ho gaya

Mohan - ready ho

Mai- ha par mai enn ke sammne apni identity show nahi karunga .

Alok - bol to asse raho jaise sab ko ek punch mai hara doge

Mai - woh baad mai dekhenge

Mohan - toh kaya karana hai

Mai- bus do min mai apne face par madak laga kar aata hu

Mohan - chalo jaise marzi

Mai bathroom mai gaya aur

Mai - yaar etni kaam age dekh kar sab log hansane kyu na aisa mask pehenu joh khud ek has nai ki chiz ho par esske baad sab uss sai dare aisa bus ek hi mask ho sakata hai maine joker mask ko yaad kiya

Par mask ki jagah mere face par color ka joker mask ban gaya tha maine chu ke dekha to ekdum real tha lag nahi raha yeh sab fake saa ho

Mai - yeh sahi hai

Mai bahar aaya

Alok aur mohan hasane lage

Arav - bhai yeh kaya aur khuch na mila tujhe

Mohan - accha hai aaj mere agent bhi has lenge par etni jaldi ye banya kaise aur etna real

Mai - aap log bus bak bak karenge ya kaam ki baat bhi lag nahi raha aap ki beti kidnap hui hai

Mohan - teri toh bus bhut hogaya chal andar

Mai- chalo kab sai bad bad kar rahe ho

Phir hum ek bade sai hall mai aaye jaha kafi log shooting fight etc kar rahe the

Mohan - excuse me mere jaabazo aap le liye ek challenge hai sab ek jagah aa jao

Sab log ek jagah aa gaye

Mohan - een sai milo yeh hai dd aur ye aap sab ko hara sakete hai sab joker wale face ko dekh kar has rahe the

New characters

1- Latika

2- Nitish

3- Shashank

4- Lavi

5 - Priya - field agents

6- Jagpreet - computer expert

7-Prince - gadgets/car expert

8-Harsh - weapons experts

9-Shikha - doctor (dev ki chachi ki ladaki )

Priya - kaya sir ab Jokers bhi bhi ladayi karne lage

Mohan - ess ke liye to tuh hi kaafi hai

Mai - kaya yeh sabse best hai

Priya - tere liye mai kaafi hu

Mai- matalb tuh faltu ki bhid hai chal hat

Lavi - abe jaban sambhal ke baat kar

Mai - lagata hai saare ke saare tote hai bolte jada hai kaam kam karte hai

Arav aur alok has pade

Mohan - chal tujhe best sai hi bhidana hai to shashank aa jara esse bata de ki yeh galat jagah aa gaya hai

Ek ladaka bhar aaya kaafi jazab ki body thi usski ek ek body parts par jaise cuts hi cuts the

Arav mere kaan mai - bhai powers ka estemal mat karana

Mai- usski jarurat na padegi

Phir mai bhi aage gaya hum dono nai hath milaya

Mohan nai ek sitti bajayi

Ussnai jhaat sai ek laat mere seene par mari mai ghisata hua arav ke pass gira

Arav - abe phele hi war mai mitti karawa di

Mai - abe achanak mara uss nai

Latika - aree aree joker to gir gaya bichara kass ladaki sai lad leta
 
UPDATE 33

Mai kahda hokar vapas aage aaya woh toh jaise pagal ki tarah bhaag kar aaya aur ek laat mari maine ghutna moad kar piche jhuk gaya

Uss nai dusra pair mere seene par de mara mai aahh kata hua niche gamin si chipak gaya

Maine aaj tak keval talwar sai hi sabki band bajayi thi uthaya mara kahatm bus

Uss nai mujhe khandhe par utha liya aur arav ke pass phek diya

Arav - abe bhai kaya kar rha hai

Mai - yar ye fighter lagata hai mujhe jada fight ke baare mai pata nahi hai

Arav - to meri izzat gayi

Yeh Dekb sab ke sab saale has rahe hai

Mai furati sai khadha hua aur aage bhada woh boxing bag ki tarah mujh par gussa to laat maar raah tha par ab mai kaafi Acche sai block kar raha tha

Uss nai achank sai haath ko phala kar meri gardan par war karenai hi wala tha ki mai sir nicche kiya aur ek mukka uske pet mai mara

Woh udata hua sab ke upar sai picche diwal sai takara

Sabki hassi ki jassi kisi nai maar li ho gaand aisa laga

Lavi usse uthane laga

Arav - utha lo khi baache ko chhot na lag gayi ho

Nitish bhagata hua aaya aur mere upar khuda mai piche hata wo pagloo ki tarah daav maar raha par mai saare block kar raha tha 10 minute baad wo thak gaya

Mai - kaya hua break lena hai

Shashank - ab to break teri hadiya hongi

Mai - aa na dhikhata hu ki kisi ki kitnai tutati hai

Uss nai pass padi rod utha li

Mohan - nhi shashank koi weapon nahi

Mai- rahene do usse bhi apni ichha puri karni hai

Shashank aage bhadha

Maine apna haath apne gardan ke peche daala aur talwar nikali

Sab ki talwar dekh mar fat gayi

Shashank - lavi jara meri bhi talwa laa esse nai pata mai esska champion hu

Par sab ke sab meri talwar dhekh rahe the maine dhekha wo chamak rahi thi maine aakhe band kar ke talwar ko sir sai lagaya usski chamak kam ho gayi

Ladkiyo ka to gala shuk gaya jaise koi bhoot dhekh rahi thi lavi nai shashank ko talwar di

Phir shru hue ladayi yeh log toh jaise mujhe marne ke liye lad rahe the abb

Shanshank nai war kiya maine block kiya phir ussnai dusra phir 3ra 4 tha maine saare block kar liya aab woh hurt karne waale war karne laga jaise ki garden par bisceps par

Phir ussnai ek war mere jhaag par kiya mai block nai kar paya meri jhaang kat gayi mai bus kudh ko sabit karne ko lad raha tha par usski to izzat ka sawal tha woh bus winner hona chata tha

Mai picche hat gaya par wo phir bhi waar karne laga maine ghusse mai ek jordar waar kiya usski talwar ke do tukade ho gaye

Mai talawar phek di aur uss par mukko ki barast kar di ussk muh sai khoon aane laga picche sai aa kar un chaaro nai pakad liya maine haath jhatak diya priya jakar ke table sai takrayi aur beshosh ho gayi shashank to kab ka behosh ho gaya tha

Mohan - buss karo tum jeet gaye haa winner ho tum chhodo usse

Arav - haa bhai buss kar woh mar jayega

Mai khadda hokar picche mudda aur mohan ke face ke pass jakar - jab ye mujh par janaleva waar kar rha tha tab kaha the

Mohan chup bikul chup the

Arav - abe ye sab bus ek trial tha

Mai aage badh kar arav ko ka coller pakad liya

Mai - tujhe ye majak lagata hai ye dekh mera khoon nikal rha hai

Arav nai apni pocket mai sai phone nikal kar call laga diya loudspeaker on kar diya

Masoom - ha hello

Masoom ki awaj sun kar mera gussa ekdum sant hua maine arav ko chhod diya

Maine haath aage karke arav ko sorry kaha

Masoom - hello arav hello

Mai - ha baby

Masoom- arre tum

Maine phone liya aur loudspeaker band kiya aur toda dur ja kar baate karne laga

Mohan - ese kaya hua

Arav - bus toda ghuss jada aata hai (jabki usse khud nahi pata kaya hua abhi bus masoom ki baat yaad ki jab ghusa ho waise meri baat karwa dena)

Arav - toh kaya socha hai aap nai

Mohan - ha woh kaafi strong hai mere sare field agent ko fool ki tarah uda diya uss nai

Alok - bhai esse kaha sai laya hai joker ke bhesh mai shaitaan hai shaitaan

Arav - haa haa bus bure logo ke liye

Mohan - agar aisa agent jayega to meri beti sayad bach jaye

Arav - agar abhi tak zinda hai to bach jayegi

Mohan - abhi woh safe hai kyuki unnhe apna boss musa chaiye

Arav - kon hai ye

Mohan- drugs ka bhut bada supplier hai

Udhar

Masoom - kaya hua jaan tumhari aawaz bhari kyu lag rahi hai

Mai - khuch nahi wo bus todha sa thak gaya hu

Masoom - kyu

Mai- woh fight kari hai

Masoom ghabra kar - tumhe chhot to nahi lagi

Mai - nahi aisa nahi mai baad mai baat karata ho love u baby

Masoom - love u to dhyaan rakho

Phir mai unke pass aaya

Mohan - tum phele dressing karwa lo mai baad mai baat karata hu

Maohan - shika ess ki dressing karo

(Abb aap samjh gaye honge ki usss din sayad sikha dd ko kyu ghur rahi thi)

Shikha mujhe le kar ek room mai le gayi

Shikha- aap yeh jeans utar do

Mai - aap ke sammne kaise

Shikha - dr aur wakeel sai khuch nahi chupate

Mai- ok abb aage nahi kuch

woh hasi

Phir maine pent utar di

Wo dressing karnai lagi

Man mai

Mai- yarr mera ghaav kyu nahi bhara

Awaj - taaki koi tumhe azzeb na samajhe

Mai - accha to tum aa gaye jaye jab man kara hai aate ho

Awaj - mai bus tumhari man ki problems ka solution hu bus

Mai- chaloo thik hai to meri picchali life ke baare mai batoo

Koi awwaj nahi aayi

Mai- phir chala gaya

Shikha - lo aapki dressing ho gayi ye medicines le lo pain sai aaram milega

Mai - thanks for your help

Shikha - ye to mera kaam hai par ek baat hai aap ladte bhut acha hai woh aap par war kar kar rha tha par aap kewal baachav kar rahe the

Mai- mai to bus ek anadi huu aur mai koi serious fight nahi kar raha thaa

Shikha - accha chaliye bahar aapka intzaar ho rha hai

Mai waha sai arav ke pass aya

Mohan - to aap log kab shuru karana caahte ho

Mai - aap saari information humme de do jald hi aapki beti aapke pass hogi

Mohan - jada khuch to pata nhi hai bus ek van ka number pata chala hai jo usse market sai uthakar le gayi hai .....

Arav - par wo dummy no bhi to ho sakta hai

Mohan - ha yahi to baat hai

Mai - too phir humme kal subah apni tehki kat shuru karni hogi Unki demand ke liye kitnai din diye hai

Mohan - 3 din bus

Arav - ye to kaffi kam hai

Mai - chal hume aaj hi shuruwat karani hogi

Mohan aapko koi madad ki jarurat hai

Arav - ha bus ek computer expert mil jaye to

Mohan - alok jara jagpreet ko bula kar lao

Woh phir jaa kar usse bula kar laaye

Jagpreet - ye sir kaya kaam hai mere liye

Mohan - tum een ke sath jao nitika ko dhundhane mai tum en ki madada karogi

Jagpreet - ok sir

Wo jakar apna saaman le kar aayi

Phir hum usse lekar

Alok ke ghar aaye
 
UPDATE 34

Hum sab andar aaye

Mai todha langda kar chal rha tha

Masoom bhagati hui mere pass aayi

Masoom- ye kaya hua hai

Mai- aare khuch nahi

Masoom - kaise khuch nahi dekho kitna khoon laga hai kapado par

Mai - arre baby wo bus todhi si chjot hai

Mai soffe par beth gaya

Masoom arav ko ghusse sai - essi liye gaye the saath mai Usske akhoo sai asshu nikalene lage

Mai usske paas jane ke liye khadda hua mai ladkhada kar gir gair nai wala tha ki massoom nai mujhe pakad liya

Masoom - kyu uth rahe ho ha chup chaap aram karo Usske asshu ruk hi nahi rahe the

Mai - arre tum chup ho jao sab dhekh rahe hai aur kaya yaar mai etna takatwar hu par meri biwi aise roti rahegi kaise chalega chup ho jaao mere liye

Massoom nai apne asshu phoch liye

Alok - chaloo aap log room mai jao aram karo baad mai baat karate hai

Mai aur masoom room mai aa gaye

Uss nai mujhe bistar par lita diya

Mai - kaya hua tum etna ghabra kyu jaati ho

Masoom - mai phele hi apni sabse pyari maa ko kho chuki hu ab tum nahi kho sakati tum meri jaan meri aan meri izzat mera sab kuch ho

Mai - mai etni jaldi picha nahi chhodunga

Masoom mere gale lag ke - chhuda kar ke toh dhikhao

Mai - tum khuch nahi kar sakati

Masoom - mai black belt hu karate mai

Mai - kya jhutt bol rahi ho tum

Masoom - nahi mai sach keh rahi hu

Mai - to uss din tum nai apna bachav kyu nahi kiya

Masoom - pata nahi gun dekh kar mai dar gayi thi mere haath pair ful gaye the

Mai- ohh to ye baat thi phir toh mai bhi gun kaa use karuga apni ab

Masoom - essh gande chup ho jaao tum mujhe baato mai laga kar dhayan hata rahe ho aur ye kaya jokar bane hue ho

Mai - ohh shit yaani maine apna mask hataya hi nahi pr tum nai kaise pehchan liya

Masoom - koi mask tumhe mujhese nahi chhupa sakata

Mai aakh band kr mask gayab kiya

Masoom - ab bato yeh sab kaise hua

Mai............ Maine shuru sai saari baate bata di

Masoom- kaya jarurat thi challenge karane ki

Mai - toh kaya apni izzat udawa aate

Masoom - chalo pent utaro

Mai majak mai - nahi please mujhe chhod do mujhe

Masoom - jada udo mat araam milega tumhe

Maine pent uttar di

Mai - baby aaj rat ko khuch kaam hai

Masoom - par ess halat mai kaise

Mai - tum chinta mat mat karo wo thik ho jayega

Masoom- ok par ess baar apni powers ka use karana phir koi chhot mat laga lena

Mai - haa

Tabhi wha par agni coffee le kar aayi

Aur table par rakh kar jaane lagi

Mai- are gudiya kha jaa rahi ho yaha aaoo

Agni khuch nahi boli

Mai - kya hua naaraz ho kaya

Agni - nahi esse baat nahi hai

Masoom usske pass jakar usse goad mai utha liya

Masoom- kaya baat hai beta kaya hua

Agani - aap kitane ache ho phir papa aap logo sai baat karne ko mana kyu kar rahe hai

Masoom - kaya kaha unhone

Agani - yehi ki aap log ajnabi log hai aap sai rista nahi rakhana hai

Mai - woh shi kah rahe hai gudiya esse hi kisi par vishawas nahi karana cahiye

Agani - par mujhe mama caahiye

Masoom - woh to hai na ye

Mai - yaha aao gudiya

Masoom usse mere pass layi

Maine apni pocket sai ek dairy milk silk nikal ke di jo maine aate hue le li thi

Agani mere gaale lag gayi- aap kitane acche ho

Mai - gudiya ab tum apne papa ki baat manna humsai mat milana hum kal yaha sai chale jayenge

Agani- mama aap mujhe chhod kar chale jayoge

Mai - gudiya aapne papa ki baat mante hai mai to ajanabi hu aaj yaha kal kahi aur

Agani - nahi mai nahi jaane dungi

Mai daat kar - pagal ladki jaa yaha sai samajh mai nahi aata kaya tujhe

Agani chocolate pehkate hue - aap gande ho mai aap sai baat nahi karati woh wha sai roote hue bhaag gayi

Masoom - yeh kaya kiya tumnai pagala to nahi ho gaye ho

Mai - mom dad sabse phele hote hai accha yahi hoga ki hum yaha sai chale

Masoom- tum sahi kah rahe ho

Mai arav ko bula laao

Wo usse bulane chali gayi todhi dher mai woh wha aaya

Arav - kaya baat hai kaya hua

Mai - chal bhai kahi aur chalate hai

Masoom - mere mami ke ghar chale

Mai -nhi kisi hotel mai rukenge wah sai hume kaam karne mai aasani hogi

Arav - par baat kaya hai

Mai - yaar tuh sawal jada mat kiya hume aram ki jagah aab kaam par dhyan dena hoga

Arav - ok thik mai alok ko bata kar aata hu

Mai - nahi koi jarurat nahi

Arav - kaya hua hai bhai tuh ghussa kyu hai

Masoom - arre nahi aisa khuch nahi hai bus ye enne logo ko ess kaam mai preshan nahi karna chata hai

Arav - chal jaise teri marzi

Mai - tuh jakar jagpreet ko bhar le jaa

phir woh usse le kar bhar gaya

Mai - chale babe

Masoom - mai to hamesha tumhare sath hu

Maine uska haath pakada aur road ke side aa gaya

Maine arav ko call kiya

Mai - ha aa ja hum road ke dusari side hai hai

Arav- aya abhi

Phir wo dono humare pass aya aaye

Jagpreet - kaha jaa rahe hai hum aur tum log yaha kaise aaye nicche toh aaye nahi

Mai- tumhare samane sai gaye the dhyaan naa diya tumnai aur waha jaa rahe jaha kam karne mai aasani ho

Phir hum taxi pakad kar ek hotel mai aagaye

Phir humnai khuch order kiya usske bad mai rest ke liye soo gya

Jab need sai Utha to 8:30 bej rahe the

Aur masoom pass mai leti hui thi maine apne jhaang par haath rakaha ghaav bhar gaya tha

Maine uth kar batroom gay aur fresh honne laga aur nitika ko chhudane ke baare mai sochene lagya

Khuch dher Baad mai aur bhar aaya wo uth chuki thi

Mai - Are tum uth gayi

Masoom - tum Jab uthe to mujhe kyun nhii jagaya

Mai usske pass jakar usske gaal par ek kiss kiya

Mai - arre baby sote hue tum bahut cute lagati ho ess liye

Masoom - achaa to kaya Shaadi ki keval sonne hi doge

Mai - nhii ulata

Masoom - hatt tum ab bhaut gandi baate karne lage ho

Mai - Mai to pura hi ganda hu tumhe hona hai kaya aur kab tak aise control karunga

Masoom - na Baba na mai saaf suthari hi thik hu

Mai - to jao aur saaf ho aayo mai tab tak kaam ki baat kar ke aata hu

Masoom uthe aur mujhe Ek kiss kar ke bathroom Mai Chali gyi aur maine arav aur Jagpreet ko phone karke room me bulaya

Arav - ha bhai ab bata kya karna hai

Mai - ha ye bataoo ki ye traffic ka video recording mil jaaayegi ki nahi aur abb mera face tumhare samane hai toh toh yeh yehi tak secret rahe

Jagpreet - ji sir mil jaayegi aur mera muh kabhi nahi khulega

Mai - toh tum recording nikaloo hum jara markete ho kar ate hain

Jagpreet - ek baat puch Sakti hu

Mai- ha Bolo

Jagpreet -sir aap nai mask ku phana tha waha

Mai- bus mai apne baare mai jada logo ko batana nahi chahata hu aur tum bhi ye baat kisi ko mat batanna ki mask ke picche mai ho jab tak koi emergency na ho wapas bata raha hu

Jagpreet - Yes sir

Mai - ab tum uss car ko footage mai dekho last kaha spot hui hai aur masoom bhar aaye toh usse baata dena ki mai market gaya hu

Phir mai arav ko wha sai lekar market pahucha

Arav - yar bata kar kiya kar naa khi heart attack na jaye

Mai - Mujhko laga tum tayar ho

Arav - ab yaha kyu aaya hai

Mai- tuh udhar jaa kar pata kar hua kaya tha mai edhar jatta hu

Arav- aacha thik hau

Mai ek kitaboo ki dukaan mai gaya - excuse me kaya aap mujhe jo yaha kidnapping hui hai khuch bata sakte hai

Buddha adami - nahi beta kal meri dukaan band thi aage pata kar loo

Maine aage ki dukano mai pata kiaya unhone bataya to par kaam ki koi baat pata nahi chali chali

Arav bhi mere pass Aa gya

Mai - khuch pata chala

Arav - ***************

Mai - Yahi sab mujhe bhi bola edhar ke logo nai

Koi lead nahi mil rahi hai

Hum dono pass ke thale par sai shikangi pinne lage wha par ek buddha aadami bhik maang raha tha

Mai uske pass gaya aur 500 ka note usse diya

Wo mujhe ghurane laga

Mai - kaya huaa Baba esse kaya dekh rahe ho

Buddha - yahi ki koi 10 ka note bhi nahi de raha aur tum 500ka diya

Mai - ab yaha sai ghar chale jaaoge na ya aur du

Buddha - beta tumhara dil bhaut bada hai par mai nahi jaa sakata

Mai - kyu kaya hua

Buddha - mujhe apne bete ke ellaz ke liye Paisa ekhata karana hai

Mai - accha ye baat hai

Arav baat katate hue yaar ab uska pata kaise chalega

Mai - khuch to karana padega ab to footage sai khuch pata chalega

Buddha - kisi ko doondh rahe hoo kaya

Mai - ha yaha kal ek ladki ka kidnappe ho gya hai

Buddha - ha bechari ko utha kar le gaye

Mai - kaya aap nai dhekha

Buddha - ha beta 4 log the woh saamne jo dukaan hai na wha sai utha kar le gaye the

Arav - khuch bata sakete ho un adamiyo ke baare mai

Buddha - muh to unhonne dhaka hua tha par do adamiyo ke haath par saap(snake)ka tatto tha

Mai Unke paas gaya aur unke akho mai dekha mujhe wo tattoo saff saff dhikh gaya

Mai - baba ye no lo aur ye rakho 10k rupe aur 3 din baad ess no par phone karana

Buddha - mai ye kaise

Mai - ye apna ennam samjho

Mai arav ko lekar wapas hotel aa gya

Mai arav Jagpreet ke room mai aa gaye

Arav - kuch mila

Jagpreet - ha sir wo van last baar sea area ke aas pass dhiki thi

Mai - accha ek paper pen dena

Jagpreet - abhi layi

Maine uss par wahi snake wala tatoo banaaya

Mai - Jagpreet ess tattoo ke baare mai khuch jannti ho

Wo tatoo dekh kr ghabra gayi

Mai - kya hua

Jagpreet - sir ye to russian maffia" reed4" gang ka hai

Arav - wahi abhi jinhone ek bomb bast kiya tha allhino (imganiary )mai

Jagpreet - ha sir par een logo nai kyu kidnappe kiya hai aur durg dealer ki rihaayi kyu chaahate hai

Mai - hume khuch pata nahi lagana hai ki kyu kisk liye hume bus nitika ko chudana hai

Arav - ha yahi to karna hai

Mai - arav kal subah tuh port jana aur pata kar ki aakhir kis boat sai woh gaye hai yaa sea par janna unka koi plan tha aur tum Jagpreet Ess reed4 ki jankari joh bhi sab subah 9 beje tak ready rakhana

Dono - thik hai

Mai- arav aur Jagpreet bura mat maana ki mai tumhe order de rha hu

Arav - chal be tera dimag kaafi tezz chal raha hai mai abhi tak yaha pahuchata bhi nahi

Jagpreet - mai to aap ke order hi follow karne aayi hu

Mai - aab tum log aram karo subah bhaut kaam hai

Mai wha sai apne room mai jane laga

Maine gate ki bell baagayi

Gate nhi khula

Maine phir gate khatkhtaya

Masoom nai gate khola

Mai - etni dher kaha laga di

Masoom - woh mai balcony mai thi sorry

Mai - arre koi baat nahi

Masoom - ab to kahi nahi jaa rahe ho

Mai - nahi ab nahi

Masoom - chalo tumsai baat karani hai

Mai - sonna nhi hai kya

Masoom - saam ko to tumhare sath soyi thi naa

Mai - accha thik hai phir mai usske sath bed par beth gaya

Masoom - accha bataoo ki tum ab real me magani kab karoge

Mai - toh yeh kya nakali thi

Masoom - ha koii janata to hai nhi

Mai - pagal phele apni padai puri ki baat kar phir aur mai apne pairo par khaada ho jao tab sochenge

Masoom - par

Mai - par var khuch nhi joh keh diya wo karo aur kal tum apni mami ki ghar chali jaoo aur addmission kara lenga

Masoom - ok par tum mujhese milane aate rahoge thik hai

Mai - haa

Phir asse baate karte karte hue woh meri bhao mai soo gayi mai bhi

Subhab maine Coffee order kar ke usse jagaya

Masoom mujhe kiss karte hue - good morning jaan

Mai - good morning baby

Masoom - aaj meri sabsai acchi morning hue

Mai - woh kyu bahala

Masoom - kyunki mujhe pyaar karene wala mere paas jo hai

Tabhi bell ring hue maine gate khola aur Coffee ki plate le li

Mai - lo Coffee pi lo aur achi ho jayegi

HUm dono nai coffe pi li

Masoom ka phone aya baja

Masoom - hello ha dad

Govind (Masoom dad)- kaha hai beta bina bateye kaha chali gayi mai raat aaya to pata chala tuh gayab hai

Masoom - arre dad mai delhi aa gaye hu ek dost ke sath

Mai - dost nahi damad kaho

Masoom phone par hath rakh kar

Masoom - Please khuch mat bolo

Masoom - ha dad mai mami ji ke ghar ja rahi hu aap shurbhi ko yahi bhej do

Dad - chal apna dhyaan rakha aur tuh apna atm card yahi bhul gayi hai woh bhi bhejwa deta

Masoom -thanks dad bye baad mai baat karati hu

Ussnai phone rakh diya

Masoom mujhe dhakka de kar mere upar chad gayi- kyu Mister bhaut damad bannene ka shock hai ab bolo

Mai - kyu sabse wife wife Karti ho ab kaya hua

Masoom - woh kon sa mere dad sai baata denge aur woh maine ess liye kaha hai taaki koi aur tumpar chance na maare

Maine usse apne upar khich kar usske hotho ko chusane laga

Karib 3 minute baad maine usse chhoda

Masoom - tum ab har baat par kiss karene lage ho

Mai- shukar hai ki mai ussi par ruka hu tumhara badan ko chu kar man karata hai bus chumata rahu

Masoom - bus bus jada masaka nhi chaloo mujhako mami ke ghar bhi janna hai aur tumko mission par

Phir mai taiyyar hua aur Masoom ko usski mami ke ghar ke bhar chhod diya aur wapas aa gaya aur arav ke pass aaya
 
Okie to yaha se DD ne jokar ka rup liya tha. Ye alok kuch jayada hi hawa mein nahi udd raha tha saath mein Mohan bhi. Sabki band bajne waali hai. Achcha update tha par ye fight to complete karta. Saala ekta kapoor hota jaa raha hai, jahan interest aaya wahi update khatam. Isko saza - e - jhingalala deni padegi, tabhi akal thikane aayegi iski.
 
Shabaash mere papeete ohh sorry sorry mere cheete. Kya mast update diya hai, lagta ye ladka pakka bollywood aur tollywood mein screen play writer banega. Mohan, alok aur baaki saare agents ki to khul ke maar li DD ne. Izzat ka kulfi faluda bana kar kutto ko khila diya inki. Lage raho bchche, sahi jaa rahe ho.
 
Ye DD kuch jayada hintez chal raha hai, tabhi to agent banega. Iss alok ki to churahe par khada kar ke bajani chahiye. Ek number ka ga**u kahin ka. Bechari Agni abhi to khush hui thi ki Mama mila hai, phir se dukhi ho gayi. Ye ladka emotional bhi likhne laga hai. Achcha hai bahut achcha hai.
 
Alok dev ko trust nehni karta iss liye family ko dev se dur rehne ko kaha.Awaj ne dev ko sachte kiya apni identity chupane ko bola.mohan ko jada ghamand he apni agents ko leke dev usko apni aqukat dikha degaa.Bhai dev ki chachu ki family ko koi discussion nehni hua itne updates me?

Amazing update dev bhai...
 
Back
Top