- Joined
- Dec 5, 2013
- Messages
- 93,118
THE PAIN-2 (A FAMILY DISTURBANCE
UPDATE 81
Sumit - jane do par aage kabhi nahi samajaha
Mai-bhai sunno toh sahi mai jab sai akash ke ghar par thaa Maa aap nai toh baat ki hai aunty sai
Maa - sumit yeh sahi kah rha hai
Sumit -badi maa aap sahi ho sakti ho par mai Jhutt nahi bol rha mere ek dost nai video bhi banayi haai yeh dekho
Maa nai phone liya aur sab ek saath uss mai dekhnai lage
Mai - kaya hai mai nahi huu naa bikul naa
Koi khuch nahi bol raha tabhi mujhe meri hi awwaz sunayi di mai bhi dekhne laga unn sabke saath
Todhi dher baad mai bear pikar gaali gloch karna shuru ki ek gaali ke sunate hi maine phone chin liya
Maa - phone deta ki teri pitayi karu
Mai- pari neha ,kirti ,ritu saloni didi shikha didi aap room mai jaaye
Ritu - mai nahi
Mai - kaha naa ek baar sunayi nahi deta jao sab andar
Mai etni tezz chilaya ki sab daar ke mare hi waha sai chalii gayi
B chachi - yeh kaya harkat hai dev
Mai - chachi mai nahi janta ki yah jhut hai yaa sach par mai nahi cahata ki mere sai related koi galat baat meri behao ko dikhe yaa sunayi jaye
Sumit - hamesha tujhe behano aur dosto ki padhi rahati hai kabhi apne bhaiyo ke bare mai pucha hai ki woh sab kaise hai ghumanai bhi gaya toh unhi koo lekar
C chachi - sumit beta galat socha raha hai
Maa -tuh phele phone de
Maine phone unnhe dee diya
uss ke baad uss ke phone sai etni gandi baate nikal rhai ki maa nai phone band kar sumit ko de diya
Unn teenoo ke aakho mai ashu aa gaye the
B chachi - didi ess nai humari parwarish ka yeh sila diyaa
Maa- aaj mujhe afsosh hai ki hum nai esaka intazar kiya esse shaktiyoo ka nasha chad gaya hai
Mai - maa aisa kuch nahi hai
Maa- teri juban etnii gandi kaise ho gaye apne hii bade bhai koo maa ki gaali dete
hue teri jeebh nahi kapi ek baar bhi
Mai b chachi ke ke pass gaya - kaya apko bhi yahi lagata hak ki maine shaktiyo ke nashe mai yeh kiya
B chachi- shaktiyo kaa bhoot kaya aaj kal toh logo toh paise ke liye bhi kisi ko bhi maar dete hai aur tunne toh bezzati ki
C chachi - kaas yeh sab sun nai sai phele hum mar gaye hote
Maa - tabhi ess nai apni behano ko bhaga diya yaha sai
Mai- kisi nai sahi kaha hai ki sachayi koo sabuto ki jarurat hoti hai par aaj aap logo nai mujhe yeh bata diya ki aap sabaka vishwas kitna kamjor hai aur rahi baat bhai aapki beejati ki toh aaj hii mai esski family ki toh aaj hi mai yeh family yeh jayjaad sab chhod ke jaa raha hu aaj sai yaha ke kisi chiz pe mera koi hak nahi
Waha sabke hoah udd gaye sumit ke gale kaa khoon jaise kahi gayab ho gaya unn chharo ki haalat aasi thi jaise koi aisi chig sun li ho joh kabhi soch bhi nahi sakaete the
Maa - beta aab hum tujhe par ghussa nahi kar sakete kaya
Mai - beshak maa par aap bhi kaisi maa ho koi bhi kuch bhi kehata hai aap saab yakin kar leti ho
Mai-piche doo saal sai mai whakt sai tezz chal raha ho har kisi ko wkhat dene ke chakar mai mai kudh bhul gaya kii mai huu kon saabko kush rakhnae ke liye kudh ke dard ki bhi parawah nahi ki apko kaya lagata hai mai nahi janta huu ki aap log kitana preshan thi
C chachi - beta tuh saant hoo jaa tere akhe laal hoo gaye hai
Mai- yeh mere shaktiyo ka ghamand hai
chachi
B chachi -maaf kar de beta par yeh jayajad ki faltu ki baat mat kar
Mai- ek baar joh ess dev nai bol diya dubra usse nahi badalnai waala kal aap sabko aapka hisa mil jayega
Dad - kisko hisha diya jaa rha hai bhai
C Chacha - hume bhi milega naa
Mai - haa mai sabkoo de dunga
Maa -yeh aap kaya kah rahe
Dad -baat kaya hai tum ro are beta teri aakhe laal kyu hai
C chacha - are rema tum bhi roo rahi
C chachi -dekhiye naa yeh kudh ko ess jayzad sai bedkhal kar raha hai kehata hai sabko sabka hisha de dega
Dad / C chacha -k aya
Dad - tera dimag kharab ho gaya hai kaya
Mai - dad chacha apko meri kasam aap mujhe kal hi apni jayazad sai alag kar doge ek futi kodi nahi doge mujhe
Dad nai ek taapad mujhe jada - tera dimag tihkanai par toh hai naa
Mai - dad mai aapko sab batata huu maine dad aur chacaha ke shir par hath rakaha aur unhe sab dikhaya
Dad - tum chaaro pagal ho ka dimag naam ki koi chiz bhi hoti hai
C chacha - jab yeh kah raha tha ki ess nai kuch nahi kiya phir tum kyu nahi maane
Mai - rahenai doo chacha jii enhone toh richa aur masoom ko bhi ghar sai nikal diya
Dad - savitri tumhe kitnai baar kaha hai uss deepali ke saath mat raha karo woh tumhara dimag kharab kar deti
Maa - wohh sab thik hai par aap esse samjaho naa mai nahi sunati uss kalmuhi ki baate abb
Dad - mera beta hai ek baar joh kah diya so kah diya
C chacha - bhai kaya kah rahe hoo
Dad - yeh tuh apne bete sai phuch le
C chachi - kaya matlab
Mai - dad chup hooo jaao naa
Dad -naa beta aaj nahi aaj ess ghar mai woh hua joh maine kabhi nahi socha mera hii beta aaj apni saafayi de raha hai par yeh logo aur tum bezzati ki baat karte ho joo tumnai esske saath kiya koi aur hota to wahi marata tumhe
C cahacha -bhai aap kaya bol rahe ho
Maine dad koo pakada aur waha sai gayab hoo gaya
Mai unhe lekar chaat par aa gaya tha
Dad - kyu laya mujhe yaha
Mai - dad aap kaya cahete hoo ki meri payari cachiyoo ko yah pata chale ki unke hi beto nai mujhe cancer inducer chemical diya thaa
Dad - toh kaya hota uss ki sachayi samne toh aati naa
Mai - dad mujhe pata hai aap ghusse mai kisi ki nahi sunete par mai kaya karunga ess doulat ka jab yeh pariwar hi tut jayega
Dad - par beta mere dil mai hamesha yeh baat keel ki tarah chubahati hai
Mai - apko meri kasam hai aaz ke baad naa aap ess bare mai kisi sai kahenge naa aapnai muh sai nikale cahe meri kitani bhi bezati ho
Dad - chal teri kasam kaise tod sakata huu diya vachan tujhe
Mai dad ke gaale lag gaya - ap sabsai ache dad ho
Dad - aur tuh mera sabsai acha beta chal ab niche
Mai unhe waha lekar aaya
C chacah - kaha lekar gaya tha aur aap kaya kah rhae the mera beta kaya
Mai - woh dad ko pata nahi tha galati meri thii
C chacha - dekha bhai essi mai khhot hai aap mere bete par shak kar rahe the
Dad - kisi nai sahi kaha joh dikhata woh hota nahi
C chacha -kaya matlab aapka
Mai - wohh kah rahe kal sabko apna hisa mil jayega kyu dad
Dad - haa bhai haa mil jayega
Maa - ap saab ke sab pagal hoo gaye hoo
Sumit - mai nahi manata koi bhi aisa karega
Mai(man mai )- akhir laalach aa hi gaaya
C chachi- agar tunne aisa kiya toh aaj ke bad tera mera rista khatam
B chachi - mera bhi aur teri bheno kaa bhi
Mera daaw mujh par baahari pada
Dad ko hassi aa gayi
Eess halat mai unn ko hasata dekh sab hairan the
Mai - thik hai chachi jaise aap kahe mai nahi kaunga aisa
B chachi - mera shir duk raha hau yeh sab dekh sun kar
Mai -chachi mujhe maaff kar doo meri vajah sai aapko taklif milli
Sumit(man mai)- maa kaya kiya aap nai yeh
Mai bina kuch boole waha sai aapnai room mai aaya aur niche kaya ho raha tha mujhe janana bhi nahi
Par meri galti yaha toh uss sai badi mahabharat hoo rahi thii
Pari - aaj ke baad tuh aapni sakal mat dikhana mujhe
Kirti - humare bhaiyo ke galati humme kyu
Mai - kaya hoo rha hai yaha
Kirti aur ritu mere gaale lag gayi
Mai - are tum dono ko kaya huaa
Pari - chhodo enn dono koo ennke bahiyo nai aapke saath yeh sab kiya aur aap
Mere toh kaan sai dhua nikal gaya esse kisnai bata diya
Mai - kaya kah rahi hai tuh
Ritu - bhai jab aap bade papa sai baat kar rahe the chhat par tab mai aur pari wahi par the dusari taraf
Saloni- pari beta unn ki koi galati nahi hai woh kaya jaane yeh sab kyu kiya unhone
Pari - tum dono hati ki nahi abhi
Unn dono nai kas kar mujhe pakad liya
Mai - saant ho jaa meri gudiya
Pari - kaise hoo jao aapko marnai ki saajis hui aaur aap nai hume kahabar bhi nahi kii
Mai - assi bate nhi bataya karate jis sai ghar tute
Pari - aap bhaut bhole hoo kaya pata yeh bhi een sabki chaal ho toh
Shikha didi nai apni chupi todi - pari ab jada ho raha hai