- Joined
- Dec 5, 2013
- Messages
- 78,301
Normal si baat par nandni khafa hai.. usme itna sochne ki kya jaroorat hai ..
Wo Apasyu hai.. aise kaise marega.. abhi to use kahani puri karni hai.. waise b jab mar jayen mar jayen kahte hain to pata nahi kyon zindgi badh jati hai us insan ki .. roj 8 bar kahiye ki mar jaye Apasyu
Megha to test le rahi hai :dazed: .. wo kahe marne lagi